AOA
Introduction
Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge Aaj Jis topic ko Ham discuss Karenge aur main aapke sath Apne knowledge ko share Karunga vah Hai spinning top candlesticks pattern Jab Ham is Candle stick pattern ko trading chart per dekhte hain to use Waqt Hamen apni trade ko kaise profitable banana hai aur kaun si trading strategy ko use Karen Taki ham loss se Bach sake isko Ham understand karne ki koshish Karte Hain
Definition of spinning top candle pattern
Forex trading Mein spinning tops Ek single small real body ki candle hone ki vajah se analys mein bahut jyada use hoti hai Japani candlestick ko is vajah se trading ke dauran analys mein jyada like Kiya Jata Hai Kyunki Jab candlestick single candle hone ke bavjud bhi Ek complete pattern kotashkeel Deti Hai Jab Bhi yah candle single candle price ke top ya bottom Mein banti hai to use time yah trend reversal ka kam Karti Hai single candle mein do ji candlestick aur Small real body wali candle Akele ya dusri candle ke sath price Mein leading indicator ka kam karti hai
Candle formation
Forex trading Mein spinning top candlestick pattern Ek single candle pattern hota hai jo price ke top per Khud Hi trend reversal ka kam Karti Hai yah candle Chhoti real body mein ek strong position rakhti Hai Jiske technical analys mein bahut jyada formation aapko mil rahi hoti hai spinning top ke candlestick pattern small real body ke hone ki vajah se yah candle ya bearish ya donon Tarah Se Hoti Hai yah candle price ki bottom Mein ya bullish reversal Jab Ke price reversal ka work Karti Hai yah candle color Mein red ya green hoti hai aur Iske Upar aur lower side per Small Sa shadow Hota Ha
Trading with spinning top candle pattern
Forex trading mein spinning top candlestick price ke top your bottom mein jyada Achcha kam karti hai normal yah candle natural taswar ki Jaati Hai Kyunki iski Ek to Small real body hoti hai aur dusra iska Shadow Kisi ek side per Jyada size Nahin Hota bearish market Mein bullish trend reversal ke liye buy ki entry ki Ja sakti hai jabki bullish trend mein bearish and reversal ke liye Sell ki entry ki trade open ki Ja sakti hai candles per trading se pahle long time frame Ka Hona important Hota Hai Jab yah trend reversal ke liye confirmation candles ki bhi important Hoti Hai is pattern Ke mutabik Jab aap trading karte hain to stop loss candle ki high ya low price Se 2 Ya 3pips below set Karke market Se Achcha profit Hasil Kiya Ja sakta hai