Zig Zag Indicator and Trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zig Zag Indicator and Trading.
    Forex trading mein trading indicator trader ko bahut hi help provide karte hain trading ko profit table banane aur acchi tarah se perform karne ke liye aur zigzag indicator bhi unhin indicators mein se ek haiyeh normal indicators may nahi hota, yeh ap ko custom indicator k folder may sab say last may milay ga, jaisa k neechay ki picture may dikhaya gaya hay zigzag ki madad say ap market ka resistance aur support bhi nikal saktay hain aur zigzag indicator ka basic maqsad ye he hai kay ap kaliye faida laye kay ata hai ap ka kam hai kay ap es mai dil laga kay es indicator kay barye mai parhain ta kay bad mai ap kaliye kafi asani ho jatye hain aur ap es mai acha kam kar saktye hain kiyu kay aj kal tu kafi sarye imdicator hain jin pay kam kiya ja sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (12).jpeg
Views:	1
Size:	29.5 کلوبائٹ
ID:	12581428

    Zig Zag Indicator ,Explanation.

    Zig Zag indicator trend analysis main bahot mufeed hea aur Agr ap bhot low spot set karyn gy to zig zag ineffective ho jae ga or noise remove ni ho gi aur is tarha ap possible trend ko miss kar deyn gay aur yea Ye bat zehan ma rakhni chahe kay zig zag less sensitive hota jae ga agr ham prices changes ko enterence sy high set karyn gay Zigzag samajny ma asan or implement karny ma easy hai. Maksoos enterence k nechy sy hony waly price change ko trend line sy filtration process sy remove kiya jata hai friends ayada tar trading plat form ki simple input field hoti hai jin ko apni preference k zigzag parameters use karny k lae allow keya jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (11).jpeg
Views:	1
Size:	41.9 کلوبائٹ
ID:	12581429

    Trading at Zig Zag Indicator.

    Zig Zag indicator ko properly learn aur identify ker kay trading kee jaaye to bahot acha trading result hasil kia ja sakta hea friends Zig zag trading signals ki consistancey k lae use kiya jata hai but ye bat zehan ma rakhyn k zig zag lagging indicator hai aur ye khud sy kuch predict ni karta aur bhot sary indicator ki tarha long term trend reversal ma b ye bhi bhot time leta hai but ye esko most reliable way ma show karta hai agar ager ham past movent ko analyse kar aky aur isky sath fundamental analysis ko use karain to is zigzag movement say bhi ham achi trade kar sakty hain aur kai traders is tools ko fibonaci retracement ki madad say bhi use karty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	1
Size:	25.9 کلوبائٹ
ID:	12581430

    Additional Note.

    Friends main yahan per waziah karna chahta hun kay zig zag aek lagging indicator hai aur yeh indicator khud se kuch bhi predict nahi kart aur baht sary indicators ki trhan long term trend reversal mein bhi yeh bht time leta hai but yh is ko most reliable way mein show karta hai lakin phir bhi zigzag indicator trading ke liye kafi helpful hai hamen is practice honi chahie tabhi yah hamare liye behtar hoga hamen se kafi good benefits lay sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (6).png
Views:	3
Size:	22.8 کلوبائٹ
ID:	12581431

اب آن لائن

Working...
X