Importance of Risk Management in Trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of Risk Management in Trading.
    Trading ka pehla asool hea kay by all means trader apna account safe rakhy aur us kay liye trader ko bahot sari tading techniques ko implemented karna padta hea apni trading per job main say basic rule hea money ko nazar
    Main rakhna aur management ka khyal rakhna aur phir us kay mutabik risk ko manage kar kar trade ko open karna ta kay us ka account wash na ho jaaye.kyn kay agar risk management ka sahi istemal trader ko forex trading mein kamyabbi deti hai au risk management se agar trader ko faida na bhi mile to is ka nuqsan ya loss kam hi hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (51).jpeg
Views:	1
Size:	37.5 کلوبائٹ
ID:	12581343

    Risk Management Importance.

    Trading main risk management ko bahot Importance fee jati hea kyn kay is ka taaluq dirctely trader kay account say hota hea risk management kay bagher trading karna mana hai. Is waja se hamen Islamic point ko bhi dekhan hota hai aur market me apne account jo bhi safe rakhna hota hai to is ka leye risk management zarori hota hai. Friends trader ko risk management karny se pahle market ka acchi tarah se analysis kar lena chahie analyses ko bahut zyada perfect banana chahie jitna achcha analysis hoga utna hi acche tarike se risk management kay rule ko follow kia ja saky ga.

    Click image for larger version

Name:	images (50).jpeg
Views:	1
Size:	33.2 کلوبائٹ
ID:	12581344

    Tips for Risk Management.

    Use of Stop Loss.

    Agar training start karne se pahle risk management ke mutabik aap apni trading stop loss ko istemal karte hain to is say bahut hi fayda hasil kiya Ja sakta hai kyun kay safe limit mein rehte hue aap ki trade close ho jati hai aur mazeed nuksan se bacha Ja sakta hai.

    Use of Take Profit.

    Click image for larger version

Name:	images (58).png
Views:	1
Size:	34.2 کلوبائٹ
ID:	12581345

    Aur is hi tarah say jab take profit ka istemal kiya jata hai to safe trading Karnay main successful ho sakty hean.

    Use of trailing Stop Loss.

    Is he tarha say jab koi bhi trade fayde mein aa jaati hai to us ke oopar trailing stop loss ko istemal karna chahie ya phir apply kar dena chahie takay agar market revers ho jaaye to aap ko hasil shuda profit Ka nuksan na ho.

    Click image for larger version

Name:	images (52).jpeg
Views:	1
Size:	30.0 کلوبائٹ
ID:	12581346

    Additional Note.

    Risk Management kay liye jo Jo trader knowledge aur acha capital hasil karny main kamyab ho jaty hain wo is liye yea baat zaihan main rakhian kay risk management ke sath trade lagana hoti hai aur is liye aap ko chahie ki sabse pahle aap apni trading strategy plan karen aur dear friends use strategy ke mutabik risk management ko apply karen jis say aap ko bahut hi fayda hasil hoga.

اب آن لائن

Working...
X