Introduction;
Bollinger band indicator;
Explanation:
Trading:
- ASLAMUALIKUM DEAR FRIENDS!Friends kya haal hai ummid karta hun aap sb khairiyat se honge or apna kam behtr treeke se kr rhe hun ge aaj jis topic per main aapke sath Apne knowledge ko share karna chahta hun wo Hai bollinget band indicator bahut zyada famous aur important hai agar ham apni trade ko open karne se pahle is band ya indicator ke bare mein acchi Tarah knowledge hasil Kar Le To Ham behtar signal hasil Karke uske mutabik profit able trade kar sakte hain.
Bollinger band indicator;
- Forex chating market mein currencies ki trading karna Koi aasan Kam Nahin hota kyunki currency ki market mein different circumstances ki vajah se bahut teji se moment hoti Hai To is surat mein bollinger band jaise integrator price ke jarie analys karne aur trading ko behtar banane mein aapko bahut jyada help out karte hain is indicator ka use aapko trend direction ko samajhne mein bahut jyada help deta hai aur agar trend khatm ho jaaye to yah entry point ka pata Laga ne waqt risk ko kam Karke kam kar sakta hai aur aapko stock ke liye ek achcha ek exit time aur break out ki nishan dahi karne ke liye signal provide karta hai agar Ham acche method se ine signal ko samajhne ke bad market mein Apne working karte Hain To hamen uske acche advantage available ho sakti hain market Bollinger band indecator main ups and downs ya utility jyada ya kam hone ki surat mein overbought aur over sold ki condition mein aapko bahut acchi information provide karta hai yah indicator ek simple moving average Hai jisko amuman 20 periods per set Kiya jata Hai kyunki jab market volitily jyada hoti hai to bollinger band expand hote hain aur jab band close ho jaate Hain To up down kam hote Hain aamtaur per Kisi aisi overbought samjha jata Hai jab price FIR dobara oversold ki taraf move karna Shuru karti hai
Explanation:
- Bollinger band integrator ek bahut famous integrator Hai yah indicator trend ki direction ko acche tarike se samajhne mein bahut jyada help Deta Hai market ki movement ke bare mein signal ke liye isko use karne ke different methods hain lekin bahut se dusre tour ki Tarah yah future ki direction ya protection Nahin deta isliye time frame jitna laung Hoga signal itne hi jyada acche sabit honge isliye jyada behtar advantage hasil karne ke liye different time frame ko use karna market ki trend ke analysis ki koshish karne Karen indicator ke sath agar iske sath istemal kiya jaaye yani Koi aur integrator bhi iske sath use kiya jaaye to uske advantage ko increase Kiya ja sakta hai yah pichhle band ki nisbat kam hone ke behtar prediction Deta Hai jiski vajah se is band ki help se market ke moment ko samajhna hamare liye bahut hi assan ho jata hai
Trading:
- Forex trading market mein jab market volitily ke dauran bollinger band close ho jaate Hain aur line ek dusre ke bahut kareeb a Rahi hoti hai to use waqt aapko yah samajhna chahie ki Kisi bhi time mein break out ke liye taiyar kyunki yah break out hone ki bahut badi nishani deta hai aur jo prices ke aur up and down ke dauran isko use Kiya jaate Hain To ek Sath jab yah kam hote hain to aap break out ke liye taiyar Rahen ki prices bullish rahengi aur yah market mein buy ke intry achcha time hota Hai Is Tarah agar price bottom side se niche break ho jaati Hai To yah is baat ki prediction hoti hai jis per market mein sell ki entry li ja sakti hai aur stop loss aur take profit ko use karte hue agar Ham forex market mein is band ki help se trading karte Hain To Ham acchi aur profit able aur secure trading kar sakte hainTHANKS.....
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим