Bull Power and Bear Power Indicator ka Tauraf
Bull Power and Bear Power indicator aisy indicators hoty bain ho price and volume ko average kerty hoy aik direction provide kerty hain jo trading main helpful hoty hain, Bull and Bears Powers Indicator volume k mutabik signal daita ha aur sath sath moving average aur volume ko combine kar k in ki average btata ha jis sa market k baray ma prediction ki jati ha, Bull and Bears Powers Indicator ka ziada volume show karnay sa market ki upward moment ka signal milta ha aur low volume sa market k downtrend ki prediction hasil hoti ha, is tarah hm vdx ki three lines strategy ko use kar k market ki moment ka andaza laga saktay hain, ye aik acha indicator ha jo hmain trade k liay acha entry aur exit point dila sakta ha, jin k mutabik hm buy aur sell ki trades open ya adjust kar saktay hain, lihaza agr hmaray pass Bull and Bears Powers Indicator ka acha knowledge ho ga to hm market k trend ko thek tarah predict kar sakain gay jis sa profitable results hasil hon gay.
Bulls Power and Bear Power Indicators ka istemal
Bulls power indicator ka bunyadi maqsad kisi bhi waqat market mein buyers ke muqablay sellers walon ki nisbatan taaqat ka andaza lagana hai. Yeh kaisay karta hai? yeh aasani se pemaiesh karta hai, keh aaya mojooda price pichli price se ziyada hai, aur agar yeh hai, to bulls ko' winner' samjha jata hai. Yeh mojooda baar ki sab se ziyada price, aur aik exponential moving average ; jo aam tawar par 13-periods by-default select howa hota hai, ke darmiyan farq ko le kar kya jata hai. Indicator k mutabiq tez calculation karte howe darjazel formule ka istemal kia ja sakta hai;The Bull power indicator is a measure of the amount of buying pressure in the market, and is calculated by taking the difference between the highest high and the current close price, and then dividing that value by the current close price.
Bulls Power and Bear Power indicator ky sath trading strategy
Bulls and Bears power indicator ko oscillator ke tor par banaya gaya hai. bulls power indicator istemaal karte waqat, aap ko buy chahiye jab histogram zero se oopar jaye aur instrument price exponential moving average ya EMA se ziyada ho. Indicator exit signals ki bhi nishan-dahi kar sakta hai, jaisay ke jab histogram zero se neechay a jata hai, aur ziyada price exponential moving average yanni EMA se neechay jati hai, yani price low ho rahi hai.Bears power signals ke liye, jab histogram (chart ke nichale hissay mein waqay market) zero se neechay chalay jatay hen, aur low price EMA se kam hoti haThe Bear power indicator is a measure of the amount of selling pressure in the market, and is calculated by taking the difference between the current close price and the lowest low, and then dividing that value by the current close price.