Dear friends, Paper trading kay zariay traders real money ko risk main dalay baghair buying aur selling kartay hain, yeh aik masnoi trade hoti hay jo live markets main trading ka risk lainay ki bjay traders paper par trade ki practice kartay hain, paper trading ko ham demo trading bhi kehtay hain, start main trader ko yeh advise kia jata hay kay woh trade ki knowledge kay laiay paper trading ka option use karain aur is practice ko adopt karnay say trader apna time bhi safe banaty hain aur sath sath money ko bhi protect kartay hain,
How paper trading is performed:
Paper trading main trader apnay order ko live market main open kartay hain laikin inka main purpose yeh hota hay kay woh apna knowledge increase karain aur various trading strategies ko practice karain, is tarah ki trade main traders market aur pairs kay baray main apni learning ko increase kartay hain aur trade ki practice kartay hain, paper traders market aur trade say hasil honay wala data record kartay rehtay hain jis main trading positions, market main entry aur exit kay points, profit aur losses wagera shamil hotay hain, Bhot saray broker paper trading ko allow kartay hain aur isi liay in broker ko trader pasand kartay hain
Formulating new trading strategies:
Paper trading kay zariay new trading strategies ko bhi test kia jata hay ta kay unko clear aur confirm karnay kay baad real trade main use kia jay, kafi saray online brokers clients ko paper trade accounts offer kartay hain, is platform main trader ko live market ki tarha ka mahol provide kia jata hay, paper trading new trader ko in conditions kay sath familiar honay main help provide karti hay, jis kay liay unko real money ki bhi koi zarurat nhi hoti,
Benefits and disadvantages of paper trading:
Paper trading kay boht saray benifits aur disadvantages hotay hain jin main say aik yeh kay traders kisi bhi new strategy ko use karna chahtay hain to paper trading ap kay liay best option hay, is say ap market ki strategies ko thek tarah understand kar sakain gay aur yeh bhi find kar sakain gay kay yeh strategy profitable hay ya nhi, paper trading say trader apnay trading method ko use kar kay confidence gain kar saktay hain, confidence trader kay liay kafi matter karta hay, jaisa kay paper trading main real money involve nhi hoti is ka trader ko yeh draw back hota hay kay usko account ki worth ka pata ni hota, market jab high ya low move karti hay to trader emotions ko feel nhi kar patay, is main agr har trade profit main jati hay to iska matlab yeh nhi hay kay ap expert ho gay hain aur ab ap actual account main big lot say trade kar saktay hain, jab bhi trader over optimize ho jatay hain unkay success kay chances kam say kam ho jatay hain