Purchasing Power Priority Modle in Forex Trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Purchasing Power Priority Modle in Forex Trading.
    Friends Forex Trading main purchasing Power Priority Modle per expert trader bahut hi focus karte hain kyun kay is ka talluk directly kisi bhi mulk ki trading goods ,Currencies aur commodities per hota hai aur is Modle

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	1
Size:	57.0 کلوبائٹ
ID:	12580479

    mein technical aur fundamental analysis ke zarie Idea lagaya jata hai kay kisi bhi Mulk ki tijarti ashya ka inflation rate kia hea aur friends is Purchasing Power Priority ka istemaal ker kay Market Mein maujud Tamam opportunities ko acche tarike Se istemal Karke un ke zariya se acche benefits abhi hasil kar sakte hain.

    Roll of Purchasing Power Priority Modle in Forex Trading.

    Friends forex trading main Purchasing Power Priority Modle ko bahot zayada importance dee jati hai khaas ker jub koi trader kisi bhi commodity ya currency pair per per trading start karna chahta hai Kyunki sabse pahle Jis per trading karni hai uska inflation rate aur aalmi mandi mein

    Click image for larger version

Name:	images (12).jpeg
Views:	2
Size:	38.4 کلوبائٹ
ID:	12580480

    uski position ko analyse Kiya jata hai aur us ke mutabik trade ko open Kiya jata hai kyn kay jab donon mumalik main kisi commodity ki same purchasing power ho aur ager kisi aik mulk main price ka izafa hoga to iska matlab hoga keh is mulk main inflation rate main izafa ho gia hay.

    Importance of Purchasing Power Priority Modle.

    Friends forex trading main purchasing power priority model ko bahut hi ahmiyat hasil hai Kyun kay is ke baghair koi bhi broker kisi bhi trading pair ka Commission ya spread ko adjust nahin kar sakta Kyun ki Kitna inflation rate kisi bhi commodity pair ya currency per Ka Hota Hai use hisab se uski trading ki Jaati Hai aur is model

    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	1
Size:	41.2 کلوبائٹ
ID:	12580481

    (purchasing power priority) ko apply kiya jata hai kyn kay agar ager kisi aik mulk main price ka izafa hoga to iska matlab hoga keh is mulk main inflation rate main izafa ho gia hay yoon is tarah exchange rate main bhi faraq a jata hay is liye trade ko currency correlation ki reading deta hai jis sy trader ko loss sy bachny ma help melta hai aur wo acha profit hasil karny ma kamyab ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (13).jpeg
Views:	1
Size:	35.9 کلوبائٹ
ID:	12580482

اب آن لائن

Working...
X