Major Currency Pairs Vs Minor Currency Pairs.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Major Currency Pairs Vs Minor Currency Pairs.
    Friends Forex Trading main trading karte waqt trader is baat ka Khas Khyal rakhte hain ki hamesha wahi trading pair ya currency pair ya phir commodity pair ko istemal kiya jaaye jis per broker ka spread bhi kam ho aur us ki movement bhi acchi ho forex trading main basic 2 tarha kay trading pairs hoty hean friends Currency pairs mein trade karne sy sabse bara advantage hy ky trader ka experience bhi increase hota or confidence bhi boost hota hy kyo ky currency pairs mein volatile or spread intehai low hy or trader focus hoky profitable trade karne mein kamyab bhi hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (8).jpeg
Views:	3
Size:	29.9 کلوبائٹ
ID:	12580442

    Types of Currency Pairs.



    • Minor Currency Pairs.
    • Major Currency Pairs.


    Minor Currency Pairs.

    Friends Forex trading mein kuch aise trader hote hain jo kay aise trading pair per trading karna pasand karte hain Jin ka spread bahut hi kam hota hai pair b forex market ma bhot zayads trade k lae use hoty hain. Market main pair ka utar charhao us k pair ki type par depend karta hai. Ap exotic pair par trade laga kar bethy hain or market unki move he ni kar rahy to apko profit ya loss kesy ho ga friends in main EURUSD, USDJPY, GBPUSD Shamil Hain.

    Click image for larger version

Name:	images (7).jpeg
Views:	1
Size:	8.5 کلوبائٹ
ID:	12580444

    Major Currency Pairs.

    Friends major currency pales for trading karne ke liye trader ko bahut hi jyada mohtaj rahakar trading Karni hoti Hai kyun kay incredible spread size bhi bahut zyada hota hai friends major currency pairs main market ki movement bahut zyada fast hoti hai agar aap ismein technical analysis Karke trade karte hain to uska aapko bahut jyada fayda hote hain.

    Click image for larger version

Name:	images (11).jpeg
Views:	9
Size:	30.0 کلوبائٹ
ID:	12580443

اب آن لائن

Working...
X