Assalamu Alaikum dear friend Umeed hai kya aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap ismein working ko complete karte hain to aapko Achcha target Mil Jata Hai yah aap per depend karta hai kya aap ismein daily ka Kitna profit banaa sakte hain Agar aapke pass Achcha experience hai to aapko is market Mein Achcha profit banaenge aur Agar aapke pass Achcha experience Nahin Hai To aapko koshish Karni chahie ki aap is market Mein demo account per practis Karen Taki aapko Achcha experience bhi Hasil ho aur aap ismein acchi learning ke sath trading kar sake Jo members is market Mein acche experience ke sath kam kar rahe hote hain to unko bahut jyada acchi entry mil Jaati Hai Jiski vajah Se vah Achcha profit banaa sakte hain agar aap bhi successful trading karna chahte hain to aapko Hamesha acche experience ke sath kam karna hoga main aaj aapse bahut hi important information discuss karungi jo aapki trading profitable banaa sakti hai to Mera topic hai bullish on Neck Line Candlestick Pattren kya hai.
Definition Of Bullish On Neck Line Candlestick Pattren:
Dear member neckline candlesitck pattern 2 days candles par mustameail Ek bullish Trend contination pattern hai jo ki upper Trend ke bad banta hai pattern Ek bullish trend Mein use time Banta Hai Jab market Mein Ek Bearish candles Pahli bulish candle ke upar gap mein open hokar bearish real body banne ke bad Pahli candles ke close price se thora sa Upar close Ho Jaati Hai pattern Mein Shamil donon candles ka close price sem Tu To Nahin hota hai lekin ek dusre ke bahut Kareeb hota hai jisse donon candles Ke Darmiyan gap ban jata hai pattern ke mutabik bearish market ke control ko Hasil karne mein nakam Hoti Hai jisse price sem bullish trend ko hi follow Karti Hai pattern ke donon candles ke closing price Ke Darmiyan lazmi gap Hona chahie Digar yah pattern bearish meeting line pattern Ban sakta hai.
Formation Of Bullish On Neck Line Candlestick Pattren:
Dear member Bullish on Neck line candlestick pattern ki dusri candle ke bullish hone ke bavjud bhi market mein invester jyada mutasir Nahin hote hain jisse price sem sabka Trend ke mutabik bullish hi follow Kiya jata hai pattern Mein Shamil donon candles different pattern ki hoti hain jismein Pahli candle aur dusri Hoti Hai Jiski tafseel darja Zail Tarah Se Hoti Hai.
Dear member Bullish on Neck line candlestick pattern Mein Pahli candle Ek bullish candle Hoti Hai yah candle price ke up trend ko show kar rahi hoti hai jo ki white ya green color ki candle Hoti Hai yah candle ek strong real body Mein banti hai yani candles ki real body Shadow Se Jyada hoti hai.
Dear member Bullish on neckline candles take pattern ki dusri candle Ek Bearish candle hoti hai jo ki open to Pahli candle ke top per gap Mein hoti hai lekin close Pehli candle ke real body se upar Hoti Hai yah candle color Mein black ya red hoti hai jo ki bullish trend ka Hath ma karne ki nakami Ki Surat Mein bullish trend continuation ka sabab banti hai.
Importance:
Dear member Bullish on Neck line candlestick pattern ko bullish continuation pattern ke Taur per use Kiya jata hai jo market Mein musalsal Upar Ki Jaane movement karne ka Ishara Karta Hai pattern ki dusre Din Ki candlestick price Mein Wafa Dikhati Hain Jahan Bhi race market Mein wapasi ki koshish karte hain lekin trend ko bullied se bearish ismein change karne mein nakam hote hain pattern ki important point yah Hote Hain ke pattern ki dusri candle Pahli candle ke close price se upar gap Mein hokar real body banane ke bad bhi Pahli candle ke upar close Hoti Hai pattern yah jahir karne ki koshish Karte Hain ki bullish market Mein control Hasil karne mein nakam rahe hain jisse Bullish e market ka control Dobara Hasil karte hain pattern ki donon candles different format Mein Hoti Hai jismein Pahli candle bullish aur dusri bearish Hoti Hai donon candles real body Mein lajmi honi chahie jabki yah candles shadow simat ya Shadow ke bagair bhi ho sakti hai.
How To Trade On This Pattern:
Dear member Bullish on neck candlestick pattern price Mein bearish ki nakam koshish ko Zahir Karti Hai jisse paraai same bullish trend ko follow Karti Hai pattern ki donon candles ke close in price Ke Darmiyan lajmi gap Banna chahie Kyunki yah gap market Mein sellers ke control ka nakam koshish Hoti Hai pattern per trading se pahle Ek confirmation candle Ka Hona jaruri hai jo ki real body mein bullish honi chahie aur dusri candle ke top per close honi chahie pattern ke bad bear scandal ke banne se yah pattern invalid ho jaega pattern ki confirmation CCI RSI aur oscillator per value 50 zone above honi chahiye.