Stroller average range indicator ka Introduction Stroller Average Range Channel STARC bands ko manning Stroller na develop kiya tha, basically yeh 2 bands hoty hain jo kse pairs ke prices k simple moving average k above or below apply kiya jaty hain, in mein sy upper band average true range ke value ko add kr k create kiya jta hy or lower band SMA ke value mein sy ATR ke value ko subtract kr k create krty hain,
Stoller Average Range Channel (STARC) indicator ki tafseli wajahat
Stoller Average Range Channel (STARC) bands ko Manning Stoller na develop kia, ye 2 bands hotay hain jo kisi pairs ki prices k simple moving average(SMA) k above aur below apply kiay jatay hain, in ma sa upper band average true range (ATR) ki value ko add kar k create kia jata ha aur lower band SMA ki value ma sa ATR ki value ko subtract kar k create kartay hain,.STARC bands hmain envelope channels ki tarah potential support aur resistance levels provide kartay hain, upper band pairs ki prices k resistance level ko zahir kartay hain aur lower bands support level ki information daitay rehtay hain, is ka aik drawback ye hota ha k prices extended time period k liay bands k sath sath move karti rehti hain jis sa achi nazar anay wali trades aglay hi lamhay loss ka shikar ho sakti hain, STARC Bands aur Bollinger Bands ma b kafi similarity hoti ha q k ye b SMA k around bands create kartay hain
Stoller Average Range Channel (STARC) bands ki ahmiyatSTARC indicator hamain har market situations main aur har time frame main muasar trading signal daita hay. Laikin STARC indicator say hamain tab he faida ho sakta hay jab ham isko use karna jan sakain aur hamary pas itna knowledge and experience ho keh ham mukhtakif markets situations main isky signals ko confirm kar sakain aue isky false signals say bach sakain..forex ak amm kariobar jassa nahi hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar greed ko katem kar ky work kar dety hain to harma he loss ho ga na so hamy is liye mahnet sy or lagan sy work karna ho ga