Dear friend, Balance of Power (BoP) indicator ko "Igor Livshin" nay introduce kia, yeh indicator market main sellers kay mukablay main buyers ki strength ko note karta hay aur batata hay kay buyers aur sellers ki kitni ability hay kay woh price ko extreme level tak lay jaen, jis say traders ko pata chal jata hay kay market main kon sa trend strong hay,
Details of Balance of power Indicator:
yeh indicator aik unique price based indicator hay jo basicaly buyers aur sellers ki power say price trends ko measure karta hay, yeh aik volatile kisam ka indicator hota hay jo zero line kay above aur below oscillate karta ha, is indicator main price ko lead karnay ki bhi ability hoti hay, yeh bullish aur bearish swing ki performance ko show nhi karta, balkay ye apni zero line kay above aur below oscillate ho kay trader ko indications daita hay
Calculation process of Balance of power indicator:
indicator ki calculation kay liay yeh simple formula use hota hay,
Balance of Power = (Close price – Open price) / (High price – Low price)
Yani indicator ki value ko calculate ya measure karnay kay liay traders closing price main say opening price ko minus kartay hain aur phir high price main say low price ko minus kar laitay hain dono kay result ko divide karnay say Balance of power ki value milti hay,
Working features of this indicator:
Jab indicator rising ka batata hay to yeh bullish trend ki direction batata hay aur ager indicator ki value decreasing ho to iska matlab yeh hay kay trend bearish hay, aisay hi jab zero say crossover kay through hamain trading signal milta hay. Ager crossover zero say above ho to buying aur ager crossover zero say below ho to sell ka signal milta hay, price aur indicators kay darmian divergence trend reversal ko zahir karti hay, regular divergence trend reversal aur hidden divergence trend continuation ka signal daita hay, jab kay regular bullish divergence tab banti hay jab market lower lows bana rahi ho aur BoP indicator higher lows zahir karay, regular bearish divergence tab banti hay jab market higher highs batay aur BoP lower highs ko indicate karay
Details of Bullish and Bearish moments:
ye Indicator oscillate kar kay zero line say above jata hay to positive market sentiments ko indicate karta hay aur bulls ki power show hoti hay jab kay jab yeh indicator oscillate kar zero line say down move karta hay to negative sentiments ki indication milta hay aur market main bears ka control show hota hay, yeh indicator price kay against bhi moment karta hay, market main divergence ko trace karnay kay liay is indicator kay pass aik boht acha potential hota hay