Time management kia hoti hai aur iski importance.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Time management kia hoti hai aur iski importance.
    Market mein time Main time management ki importance Hoti hai Jab tak aap market mein properli time management ko completely follow Nahin karte Hain to aisi situation mein aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte hain isliye time management hai bahut hi important factor hota hai jo aapke liye profit ko increase karne ke liye kuchh important aur helping platform ko find out kar raha hota hai aaj main aapko time management ki basic information aur aise related kuchh variable information dene ja raha hun.

    What is Time Management


    time management ka matlab yah hai ki Jab aap market mein working kar rahe hote Hain to ismein Apne time ko acchi Tarah manage Karen kyunki kuchh aise time hote Hain jis per aapko market mein inter Nahin hona hota aur kuchh aisa time hota hai jisko aapane market mein enter hone ke liye mis nahin karna hota hai market mein proper time per entry aur Market mein proper time per exit aapke liye ek bahut hi important roll play karne wala factor hota hai iske साथ-साथ market mein kuchh aisi news a Rahi Hoti hai jiski vajah se aapko market mein use time per enter hona ya use time per exit hona aapke liye bahut jyada best ho sakta hai ise related aapko main kuchh important information share karne ja raha hun.

    Entry Timing

    Jab aap market mein inter hona chahte Hain to aisi situation mein aapko definittely bahut jyada fayda ho sakta hai market mein entry aapke liye most important aur profitable platform ho sakta hai Jab aap market mein inter hone ke liye regularly basis per kuchh important information aur data ko utilise karte Hain to aisi situation mein aapko jyada fayda ho sakta hai aapko market mein enter hone ke liye regularly basis per kuchh important aur variable information required hoti hai.

    Closing Time

    Definitely Jab aap market mein entry karne ke bad market mein exit karte Hain to iske bhi kuchh specific timing hoti hai agar aap ine timing ko mis kar dete Hain to aisi situation mein aapke liye dangerous ho sakta hai kyunki Jab market mein highest volatility Hoti hai to aisi situation mein aapko market se exit ho jana hota hai market ke gap se avoid karne ke liye aapko market mein out hona hota hai market ke close hone se pahle pahle apni date ko close karna Hoti hai kyunki Same time on favorable gap aapke liye bahut jyada dangerous ho sakte hain aur aapko ismein bahut jyada nuksan ho sakta hai.

    [ATTACH]165761
    منسلک شدہ فائلیں

اب آن لائن

Working...
X