Dear friends, forex main use honay walay indicator main say Bollinger Bands bhi aik popular technical indicator hay jis ko John Bollinger nay 1980 main develop kia tha, yeh indicator traders ko relative basis par prices kay low ya high honay ki infirmation daita hay, is indicator ki help say market ki volatility par focus kia ja sakta hay,
Bollinger bands uses and indications:
Traders bollinger bands ko overbought aur oversold zones ko locate karnay kay liay use kartay hain, is kay sath sath yeh prices aur indicators kay darmian divergence ki confirmation kay liay bhi use kia jata hay, Bollinger Bands three lines kay bands par mushtamil hota ha jo prices kay related plot ki jati hain, Bollinger Band ka istemal is baat ko indicate karnay kay liay bhi kia ja sakta hey keh koi asset kitni strength say increase ho raha hay aur kab is main mumkina tor par reversal ho ga, jab period of low volatility kay waqt bands tighter hotay hain to yeh sharp price move ka signal hota hay jo kisi bhi direction main ja sakta hay, jab bands separate hotay hain to volatility increase karti hay aur ye existing trend kay end honay ki indication hoti hay,
Classification of Bollinger Bands:
Bollinger Bands three lines kay bands par mabni hota hay jo prices kay related plot ki jati hain, inki classification is tarah ki jati hay,
1. Upper Band
2. Middle line
3. Lower Band
Normaly middle line simple moving average hota hay jo 20 days period par adjust hota hay, yeh SMA upper aur lower bands kay liay base kay tor par act karta hay, isi tarah upper aur lower bands market ki volatility measure kartay hain jo prices aur bands kay between relationship ko observe karnay say hasil hoti hay, upper aur lower band two standard deviations middle line SMA say dusri taraf set kartay hain, laikin kai bar traders bhi inhain adjust kartay rehtay hain, jab volatility increase hoti hay to bands wider ho jatay hain aur jab volatility decrease hoti hay to bands narrow ho jatay hain,
Calculations and parameters in bollinger bands:
Parameters main periods aur band width shamil hotay hain, bollinger nay 20 ya 21 kay optimal periods ko use kia aur yeh batay kay 10 say kam periods properly working nahi kar patay, isi tarah band width ko multiples standard deviation kay liay two ko use kia, Bollinger Bands ki calculation kay liay pehlay siple moving average find kartay hain phir same number of periods ki standard deviation maloom kartay hain, upper band kay liay standard deviation aur SMA ko add kartay hain jab kay lower band kay liay standard deviation ko SMA say minus kartay hain,
How to trade with bollinger bands:
jab prices bands say out move karti hain to running trend ki strong continuation zahir hoti hay, jab prices bands kay inside jati hain to negative strength zahir hoti hay, trader is baat ko mind main rakh kar decisions laitay hain kay agr price trend main wapis aa jati hain to yeh central band kay above rehti hay aur wapis up chale jati hay to yeh boht ziada strength ko indicate kartay hain