Dear friends, Aroon indicator aik trend indicator hay, jis kay zariay ap trend main changes ko identify kartay hain aur assets ki prices main changes ko easily determine kar saktay hain aur changing percentage kay hisab say ap new trend ki moment ki prediction kartay hain,Yeh indicator J.Welles Wilder kay Directional Movement Index say resemble karta hay is ko Tushar Chande nay develop kia,
Working features of aroon indicator:
ye indicator traders ko new trend kay start honay ki early indications daita hay, is kay liay indicator main two lines plot ki jati hain jo trend ki strength kay baray main batati hain, in main say aik line ko Aroon Up aur dusri line ko Aroon Down kehtay hain, yeh lines 0 say 100 kay darmian oscillate karti hain, jab Aroon up ya Aroon down line 100 kay close hoti hay to yeh strong up ya downtrend ka signal hota hay jo is baat par depend karta hay kay konsi line 100 kay kareeb ha, isi tarah jab Aroon up ya Aroon down 0 kay nazdeek hoti hain to yeh week up ya downtrend ki indication us waqt hoti hay kay kon si line zero kay kareeb hay,
How to calculate this indicator:
Aroon oscillator basically kisi bhi pair kay chart main mojood support aur resistance kay darmian main mojood values ki prices ko boht calculative way main count karta hay aur is ki percentage values ko double envelopes ki form main show karta hay, Aroon indicator main two lines hoti hain is liay iski calculation main bhi two different formula ya parts hotay hain,
Aroon up= {(n-period since n period high)/n} x 100
Aroon down = {(n-period since n period low)/n} x 100
Aroon up ki calculation kay liay hum previous period ki amount kay time ko last high price kay sath relate kartay hain aur aroon down kay liay previous period kay time ko last price low kay sath relate kartay hain, dono kay result ko 100 say multiply kar kay percentage hasil ki jati hay,
How to apply this indicator:
indicator ko hum two basic ways main use kar saktay hain aik signal levels kay liay extreme leadings aur cross over kay tor par, jab aroon up ya down main say koi bhi line 70 say above jati ha to yeh line ki direction main strong trend ki indication daita hay aur jab aroon up ya down 30 say below move karti hain to yeh direction of line main weak signal hota hay, isi tarah jab line 50 par crossover karti hain to momentum loose honay ki indication hoti hay, aroon indicator ko hum breakout systems kay liay bhi use kar saktay hain