Dear friends, Price Rate of change aik momentum based indicator ha, jo trend ki weakness ya reversal ko show karnay kay liay use hota hay, is ko divergences spot karnay kay liay aur overbought ya oversold conditions kay sath sath center line cross overs kay liay bhi istemal hota hay, is ki mazeed details yeh hain,
Details of Price Rate of Change indicator:
Yeh oscillator aik momentum indicator ki tarah technical analysis main use hota hay aur yeh zero level mid point kay against use kia jata hay, jo rising rate if change hota hay zero say above yeh uptrend ko confirm karta hay aur zero say below falling rate of change zero say below hota hay aur yeh down trend ko confirm karta hay, jab price zero kay kareeb consolidate kar rahi ho to trader ko over all trend ko mind main rakhna chaiay, is indicator ko zero say opposite banaya jata ha, jis main price changes upside par hon to indicator bhi upward yani positive area ki taraf move karta hay aur jab prices downward hon to indicator bhi down area ki taraf move karta hay,
Formula for Calculations:
yeh indicator current price aur kuch periods ya days ki pahlay wali price kay darmian percentage change ko measure karnay kay liay use hoti hay, Price rate of change indicator momentum aur velocity indicator kay tor par jana jata hay, kiun kay yeh price momentum ki strength maloom karta hay, is ka formula yeh hota hay,
ROC= Current close - close certain periods ago / close certain periods ago x 100
How trade strategy is formulated using this indicator:
Is indicator ki aik simple strategy yeh hay kay jab bhi rate of change zero line say above jay ga to yeh price main positive momentum ho ga aur jab rate of change zero line say below jay go to yeh price main negative momentum ho ga, Yani zero line kay cross karnay ko trend change ka name dia jata hay, rate of change zero line kay around wipsaw ki tarha act karta hay, is liay yeh signal trading purpose kay tor par use nhi kia jata, agar rate of change positive aur increase kar raha ho ga to buying pressure bhi increase ho ga isi tarah agr rate of change positive hay lakin decrease ho raha hay to buying pressure bhi low ya slow ho jay ga, rate of change Negative honay par selling pressure ziada ho jay ga aur price low ho gi