Discussion about Forex Currency Pairs....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion about Forex Currency Pairs....
    Assalamu Alaikum dear forex members forex trading market mein jab Ham kaam karte hain to hamn for extreting market Mein different currency pairs Nazar aate Hain Jin per trading Karke hum market se profit hasil kar sakte hain dear friends Ham apni aaj ki post mein inhin currency pairs ke bare mein detail discussion karenge Aur main ummid Karti hun kijiye information aapko ine currency pairs ke bare mein basic knowledge provide karegi.


    Forex Currency Pairs:

    Dear forex members jasaky ham janty hain American Dollar ab tak Duniya Mein sabse Jyada trade ki jaane wali currency Hai Puri Duniya Mein jyadatar currencies ko American dollar ke mukabale mein compare Kiya Jata Hai Ta Ham Forex trading ka Hawala dete wakt currency ke pair ki or bhi different types ka istemal Kiya Jata Hai jismein Se Har ik Ko trading sargarmi aur liquidity ki Mike Dar ke lihaj se different groups Mein divide Kiya Jata Hai.

    Click image for larger version

Name:	currency_pairs_in_forex.png
Views:	4
Size:	306.0 کلوبائٹ
ID:	12578056

    Types of Currency Pairs

    Click image for larger version

Name:	forex-currency-pairs.jpg
Views:	7
Size:	29.5 کلوبائٹ
ID:	12578057

    Dear forex members forex trading market mein Currency pairs ko three types may divide Kiya jata hai jinke bare mein detail explanation niche di gai hai.

    Major Currency Pairs:

    Dear forex members Major currency pairs aamtaur per sabse Jyada trade ki jaane wali currency hai jo USD ke sath munsalik hote hain Kuchh trader Kisi bhi Forex currency ke pairs ka USD ke sath compare Kiya Jata Hai major currency per sabse Jyada active trade Karne Wale Forex currency Ke payers Hain Jiska matlab hai ki vah sabse Jyada volatility hai major currency per trading kya sabse Jyada profit Milta Hai Kyunki ismein brokers Apne fi aur Commission bahut kam rakhte Hain Jiska direct profit calints Ko Milta Hai.

    Minor Currency Pairs:

    Dear forex members Minor currency pairs ko Aam Taur per bakayda where USD Forex currency ke payers mein Se Kisi Ka Bhi compare Dete Hain yah value kam Maqbool jode Aksar market Mein Lo liquidity ki vajah se donon sahmato mein jyada up and down Hote rahte hain Minar currency per score bhi Kaha Jata Hai Kyunki ine currency pare Mein American Dollar bajate ho to Shamil Nahin hote hain lekin Uske Hawale Diya Jata Hai ine currency pairs Ke Darmiyan spread bahut jyada hone ki vajah se clients ke liye profit bahut kam Hota Hai Jab Ke brokers ka Commission ya Fee Jyada Hota Hai

    Exiotic Currency Pairs:

    Dear forex members Exiotic currency pairs Woh jode Hote Hain jismein American Dollar aur dusre Bade major currency per Jaise Euro GBP ke sath Lo liquidity wale currency per Shamil Kiya jata hai yah currency pers bahut kam trade hote hain yah bilkul hote hi Nahin Hai jismein separates bahut jyada hota hai yah currency per Aam Taur per na to clients ko Jyada fayda Dete Hain aur na hi brokers ko koi Khas fayda De sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	KlN5wECx_mid.png
Views:	1
Size:	60.3 کلوبائٹ
ID:	12578058

اب آن لائن

Working...
X