Whhat is Range Trading in forex trading...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Whhat is Range Trading in forex trading...
    What is Range Trading?

    Dear forex market mein jab aap dekhte hain ki Kisi bhi time frame mein market ek hi support se lekar resistance tak move karti hai aur uske bad phir usi resistance se dobara usi support tak aati hai to usko range kaha jata hai. Dear rain trading mein aap support se bye karte hain aur register se sel ki trade open karte hain ismein aap Kisi bhi indicator ka istemal Karke market mein entry Le sakte hain.

    Trading strategy:

    Dear forex members forex trading market mein trading strategy mein aap jab apna koi bhi order place karte Hain to aap ismein oscillator indicator ka use kar sakte hain iske sath support resistance ko dekhkar bhi trade open ki ja sakti hai.


    Finding of the Range:

    Dear forex members forex trading market mein trading karne ke liye aapko sabse pahle range ko find out karna hota hai kyunki jab bhi market Kisi bhi time frame mein range banati hai to ismein aap trade kar sakte hain ismein market ke support aur resistance ke darmiyan hone wali mom ko dekhkar trading ki ja sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	How_to_Trade_Ranges_body_Picture_3.png
Views:	2
Size:	70.6 کلوبائٹ
ID:	12577935

    Wait for your entry:

    Dear forex isme aapko entry ke time ko dekhna hota hai ki jab aap trade karte Hain to ismein aap different oscillators ka istemal karte hain sabse best oscillator aur si CCI aur testic hain ismein aap Kisi bhi indicator se aur Market ke hidan diversion se trade kar sakte hain.

    Risk Management:

    Dear forex members forex trading market mein aapko market ko acchi Tarah se risk aur reward reshiyo ke mutabik manage karna hota hai kyunki market jab Kisi bhi support ya resistance ko break karti hai to aapko loss hone ke chances hote hain isiliye apni trade ke sath stop loss lagana bahut jaruri hota hai jiski vajah se aapki trade automatically close ho jaati hai aur aap big loss se mahfuz rahte hain.

    Click image for larger version

Name:	Range-Trading-Basics_body_Picture_1.png
Views:	1
Size:	51.6 کلوبائٹ
ID:	12577936

    Oversold and Overbought with CCI:

    Dear forex members CCI technical indicator hai jo ki bahut hi achcha oscillator hai iski Overbought per aap bye ki trade Laga sakte hain aur iske over bought per aap sel Karke trade Laga sakte hain jab market sport per aati hai aur yah indicator aapko oversold dete Hain to aap bye kar sakte hain is Tarah jab market resistance level per aaati hai to yah oscillator agar aap istemal kar rahe hote hain to aapko pata chal jata hai aur use waqt aap market Mein sel ki entry Le sakte hain.

    Placement of Stop limit:

    Dear forex members forex trading market mein jab aap kam karte Hain to ismein aap pending orders ka bhi istemal kar sakte hain. To ismein aapko advantage hota hai ki jab market us level per aati hai to aapki trade automatically open ho jaati hai aur jab market ke resistance per sel limit ka istemal karte hain aur sports se aap bye limit Laga sakte hain is Tarah jab market range break karti hai to aap bye stop aur sell stop ka istemal karte hue Ham market Mein maximum advantages ko avail kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	Range-Trading-Basics_body_Picture_2.png
Views:	12
Size:	70.9 کلوبائٹ
ID:	12577937

اب آن لائن

Working...
X