Supply and demand zone in forex trading:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Supply and demand zone in forex trading:
    INTRODUCTION:


    ASLAMUALIKUM DEAR FRIENDS! Dear friend how are you I hope aap sab khairiyat se Honge aur Apna best work kar rahe Honge Jab aap ismein apni working ko complete karna chahte hain to aapko Ek acchi planning Karke kam karna hota hai Forex trading Mein supply and demand ko samajhne ke liye apke pass proper learning aur experience Hona chahie supply and demand kya hai yah aapko Pata Hona chahie ki market Mein isko Kaise supply karte hain aur iski demand kaise karte hain










    SUPPLY AND DEMAND:

    Dear friend financial market ki insar supply aur demand per munasir Hota Hai agar market mein kisi chez attom Ke makedar Log zyada khareed Rahy hotye hain to us main esy ka matlab hai ki is chez ki demand zyada hai or agar us ki Talab ki nisbat us ki tadad bahr rahi hai woh to us ka matlab hai ki supply zyada hai or demand kam hai jis sy use item ki price Gir Jaati Hai forex trading market Mein currency ka use hota hai agar market Mein Ek currency Jora aap ja raha ho to uska matlab hai ki base currency ka demand zyada hai aur Agar down a raha ho to uska matlab hai ki base currency ki supply jyada hai.








    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	15
Size:	18.7 کلوبائٹ
ID:	12577767




    DEMAND IN TRADING:

    Dear friend dusre financial market Ki Tarah forex trading b supply aur demand per kaam Karta Hai forex Mein currency joroen Ek maksus value Ke Darmiyan trading Karty Hain Jab Bhi market Mein Base currency GBP USD Mein GBP base currency hai ki demand bahr rahi ho to uska matlab hai ki currency Jora Bullish Jaega currency jore ki demand Mein Ek wazehya currency jore Mein maujud currency USD quit currency Ky demand Main Kabi Kami bhi ho sakti hai.













    SUPPLY IN TRADING:


    Dear friend forex trading main agar Kisi currency jory ki value Agar Gir rahi ho to uska matlab hai ki ya to currency jory Mein Base currency ki supply zyada hui hai aur ya Ka wait currency ki demand mein izaafa hua hai same Aisi commodities Main Bhi Hoga Misal ke Taor par Agar oil ki price Gire rahi hoti hai to uska matlab hai ki oil ki supply zyada hai.











    SUPPORT & RESISTANCES:

    Dear friend forex trading Main demand aur supply ke liye support or resistance ka use Kiya Jata Hai Kun ki Forex trading Main yeh Mumkin Nahin Hai Ki Ek currency Jory sirf Bullish Jaega is vajah se yah Ek Khas position Se Apna trend Badal Deta Hai Jab Bhi Ek currency ki demand zyada hoti aur up Chali Jaati Hai To Ek Jaisa position hota hai ki vahan use Se Ki wapasi yakini Ho Jaati Hai use position ko forex trading mein se selling area ya registence zone bhi Kaha Jata Hai ISI Tarah Agar Ek currency Jory downward jata hai aur supply Mein izaafe ki wajah se uski value Mein Kami wakeya Ho Jaati Hai to use down Ek Aisa position a Jata Hai Jahan se uski wapasi yakini hoti hai or use position ko support zone ya buying area bhi Kaha jata hai










    TRADING:

    Dear friend forax trading Mein supply aur demand ka factor Na Hota To currency per trading Mumkin Nahin Hota forex trading mahksus level Ke Darmiyan Harkat kar rahi Hoti Hai Is wajah Se yeah traders ke liye investment ki opportunity Paida Karti Hai Jab Bhi market Main demand zyada ho jaaye aur price resistance area Tak pahunch Jaaye to use position per Hamen Sell ki trade open karna chahie ISI Tarah Jab market Mein price supply zyada hone ki wajah se support level per a Jaaye To Hamen buy ki trade open karna chahie supply aur demand zone Mein trading ke liye Hamen RSI ya Stochastic osillator ka use karna chahie.THANKS.....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Supply and demand zone in forex trading:

    Assalamu Alaikum dear Forex members umeed Karti Hoon ki aap sab khairiyat se honge aur for extra din Business mein acchi quality off work ki vajah Se achcha profit hasil kar rahe honge dear aapane bahut acchi ho detail information supply and demand zones se related hamare Sath is form per share ki hai main bhi aaj ISI se related Kuchh important information aapke sath share karungi.

    Supply and Demand:

    Dear forex members forex trading market mein financial market mein kisi bhi cheez ki value ya price hamesha ek hi position per Nahin rahti balke vo uski demand aur supply se change hoti rahti hai aur agar Kisi chij ki value mein ijaafa hone se uski price bhi increase hoti hai aur hamen line graph off world mein jata hua najar aata hai iske liye jab bhi Kisi atom ya commodity ki demand value kam hoti hai to uske sath hi supply mein ijaafa hona start hota hai aur uski price jaise hi increase hoti hai to ISI Tarah hamen price chart per usi ke mutabik candles banti Hui najar aati hai. Isiliye aise traders Jo supply aur demand ko samajhte hue for x market Mein trading karte hain vah acche advantages hasil kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	Supply-and-demand.jpg
Views:	1
Size:	43.7 کلوبائٹ
ID:	12438048

    What is Demand zone?

    Dear forex members forex trading market mein financial market mein jab Kisi bhi cheez ka sabse kam price area Jahan per jyada demand hone ka kharcha hota hai aur usse price increase hoti hai to use position per supply bahut jyada ho chuki hoti hai aur vahan per masjid supply mein kami vakya hoti hai to use price chart per sport level bhi kahlata hai ya FIR usko demand zone ka naam Diya jata hai kyunki aksar price is level se wapas jyada demand ki vajah se upar Chali jaati hai.

    What is Supply Zone?

    Dear forex members forex trading market mein jab financial market mein kisi commodity ki price chart per ozone hota hai Jahan par market mein demand khatm ho chuki hoti hai aur vahan per supply Apne last stage per pahunch chuki Hoti hai is supplies on hamesha chart pattern per upward side per hoga jo ki aam taur per register level se ke naam se bhi Jana jata hai is level per Kisi bhi chij ki Majid Alam khatm ho jaati hai aur aur is chij ke chances jyada hote Hain ki supply ki vajah se price jyada kam hona start ho jaaye.

    Click image for larger version

Name:	supply-and-demand-trading_body_USDSGDsettingstopsatsuppldordemandzones.png.full.png
Views:	22
Size:	14.0 کلوبائٹ
ID:	12438049

    Trading strategy:

    Dear forex members forex trading market mein financial market mein Ek khas price up down hoti rehti hai jiski vajah se traders market mein entry karne se profit hasil karne ki koshish mein Lage rahte hain aur supply ya registers level per sel ki trade se entry lete hain aur jab ke demand zones ya support level per bike entry lete hain agar price sirf ek moment mein supply aur demand Jon ke darmiyan trades kar rahi ho to use condition mein yah range trading Hogi Lekin yah jaruri Nahin hai ki price hamesha ine do levels ke darmiyan hi traders ko trade karne ki koshish karen kyunki Sath Sath yah level ya John break out bhi hone ke chances hote hain aur supply aur demand create karti hai to is Tarah financial market ka silsila abs and downs mein chalta rahata hai. Surat mein traders ko according to the situation trade open karna aur profit hasil karne ki koshish Karni hoti hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X