Friends Trading chats per always koi na koi candlestick pattern create ho raha hota hai Jis ke bare mein information hona trader ke liye bahut hi helpful sabit ho sakta hai aur us kay according agar trading ki jaaye to trading mein loss ka khadsha kam ho jata hai Friends Cup & Handle Candlestick Pattern bhi,
market main behtareen earning hasil karny ka mouqa provide karta hea friends shape two different tarah kay ho sakhty hain Jon main U shape upper say neechy bhi ban sakhta hai or neechy sa upper bhi ban sakhta hai aur is shape ka sath aik handle banta hai tu ya Cup and Handle Patterns complete ho jata hai.
Cup &Handle Candlestick Pattern, Explanation.
Friends sub say pehly aap chart ko open kar kay is pattern ki validity ko analyse karian gay aur phir he trading start kar sakty hean Cup &Handle Candlestick Pattern kay mutabik friends Cup and Handle Candlestick Pattern bahot sari small and large candlesticks per mushtamil hota hea friends agar aap is pattern ki validity ko apna judgement kay lihaz say trading per apply karty hean to yaad rakhian kay shape U honi chaye agr U shape main hoga to usy hum CUP pattern ka naam
Dain gy aur isk bad is main aik handle banta hy us handle k breakout par hun trade ly sakty hain aur us main hum trager cup k size ka asani sy laga sakty hain jitny bary time frame main yee bany ga uska humain utja he bara target mil sakta hy is main apka SL handle k nechy hota hea aur jo aap ka take profit ho ga wo Cup ki taraf ho ga.
Trading at Cup and Handle Candlestick Pattern.
Friends Cup &Handle Candlestick Pattern pet trading karny kay liye trader ko kafi experience aur tajarba hona bahot zaroori hea kyn kay aap nay SL aur TP adjust karna hota hea is kay mutabik kyn kay agar aap is pattern ko trade karna,
Chahte hain to aapko yah pata hona chahie ki ismein humko trade breakout ke bad lagani hoti hai jaise aapane apni 3rd Mein picture upload ki hai ismein humko yah pata chal raha hai ke yahan per kaun sa kab banaa hua hai aur ismein breakout kahan per hua hai.