Island reversal candlesticks pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Island reversal candlesticks pattern
    Introduction

    Dear forex members Forex trading market mein bullish Island Trend pattern ik trend reversal pattern hai jo ki market ki low price area ya resistance ke bad banta hai yah pattern dekhne mein bullish abandoned baby candlestick pattern ki Tarah hota hai lekin ine donon ke darmiyan difference yah hai ki Island reversal pattern hota hai aur bearish Trend ke bad pattern ki first candle black hoti hai aur yah open aur close gap mein Hoti hai jiske bad next second third aur fifth candle bhi same gap mein open aur close hoti hain pattern mein pahli Candle white or last yani third candle white color mein Hoti hai or is pattern mein banne wali second aur third candle ka color zyada ahmiyat ka hamil Nahin hota lekin yah candle pattern ke mutabik gap mein open aur close honi zarori hain.

    Identification of pattern

    Dear forex members forex trading Business mein Island reversal bullish low price area bearish trend ke bad banta hai pattern five candles per mustamil hota hai aur is pattern ki sari candles bearish trend se gap mein open aur close hoti hai aur trand ke bad reversal candles bhi gap mein open Hoti hai jiski vajah se bullish abandoned baby candlestick pattern mein Hoti hai pattern ki pehli candle black real body wali hoti hai aur fifth candle white real body mein honi chahie is pattern ki second third or fourth candle be same gap mein open aur close honi chahiye lekin Inka color koi bhi ho sakta hai aur yah white ya black color mein banti Hain. Is pattern main bearish Trend ke baad ik black candles sy end hota hai jo ki pahle trend se downword size se gap mein open hoti hai aur iske bad same gap mein second third aur forth aur fifth candles banti hain yah sari candles real body mein hoti hai lekin size Inka ik jitna hota hai is pattern ki 5th candle ik real body wali white candle hoti hai jo ki trend ke reversal hone ka indication deti hai. Jiski vajah se is pattern ko identify karna hamare liye bahut aasan hota hai aur agar Ham is pattern ko acche tarike se identify kar leti hain to use per trading karna hamare liye profitable hota

    Dear friends is pattern ki first candle black candle market ki strong bearish trend ko find out Karti hai Lekin uske bad mein banne wali dosre or tesri aur chothe candle market mein sellers ki weekness ko zahir karti hai aur price ki current condition mein rukavat dikhati hai pattern ki paanchvi candle market mein trend reversal ka sabab bnti hai Lekin yah candle white hone ki bavjud bhi entry ke liye best position Nahin deti pattern ki trend reversal confirmation ke liye six white candle ka intezar Karna hota hai jo ki open aur close pattern se above gap mein hoti hai aur stop loss ke liye pattern ki sabse lost position ko select Karke market se achcha profit liya ja sakta hai. Isiliye is petttern ko acchi tarike se identify karne ke bad stop loss aur take profit ki facility ko istemal karte hue market se achcha profit liya ja sakta hai.

اب آن لائن

Working...
X