Money Management aur Risk Management ki forex market main kia ahmiyat hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money Management aur Risk Management ki forex market main kia ahmiyat hy
    Money Management aur Risk Management ki forex market main kia ahmiyat hy

    Risk management kia hota hy Financial market me humen bohut ziada risk ka samna karna parta hai aur hamen bohut ziada loss se bhi dochar hona ho sakta hai. Forex trading me market me to risk itna hi ziada hai k 90% tak traders apna sarmaya har dete hen, is ki waja ye hai k wo forex trading me bagher risk management k kaam karte hen. Forex trading me risk management ka sahi istemal hamen forex trading me kamyabbi deti hai, risk management se agar hamen faida na bhi mele to is ka nuqsan ya loss kam hi hota hai. Forex trading me hamari koshish honi chahie k hum 2% se ziada kabhi bhi risk na len aur kabhi bhi apni account ko bagher stop loss k open kaam karen.

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	2
Size:	39.2 کلوبائٹ
ID:	12577547
    Risk Management ky fawaid
    Risk management Lene se pahle Hamen market Ka acchi Tarah se analysis kar lena chahie analyses ko bahut jyada perfect banana chahie Jitna Achcha Hamara analysis Hoga utna hi acche tarike se Ham market Mein kam kar Payenge aur Market Mein acchi se acchi earning Hasil kar Payenge Jab Ham market Mein Apni trade open Karen To Hamen Apne trade Mein stop loss profit ko Jarur istemal karna chahie because stop loss take profit Hamari trading ki safety ke liye hota hai isliye Hamen inhen kabhi bhi apni trade Mein avoid nahin karna chahie

    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	2
Size:	40.5 کلوبائٹ
ID:	12577548
    Money Management kia hy
    Money management her business mai importance rakhi hai kiyu kay koi bhi business ho uss mai Monday management say he apnay business ko safe rakha jaa sakta hai aur phir usay grow bhi kia jaa sakta hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai aur money management uss mai sub say important hai kiyu kay money management say he her trader apnay account kay balance ko achay tareekay say use kernay ki planning kerta hai

    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	2
Size:	39.0 کلوبائٹ
ID:	12577549Money Management ky fawaid
    Forex trading me hamko money management ko samne rakhna lazmi hoga or forex trading business me money management karna bohat zaroori he ziada hamko profit hasil karne ke lye humen chaye ke hum market ka ain karen aur koshish kre ke ham apne money ko manage karte huwe trade lagai takey profit earn keya jaye bohat sare traders money ko manage nahe kar pate aur ghalat tor tareeke istmal kar ke trade lagakar bethty hen jis kee wajah se traders buhat loss kar bethte he inko chahye ke apna experience se faida uthate

اب آن لائن

Working...
X