Forex market me Hockey Stick Chart pattren ki ahmiyat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market me Hockey Stick Chart pattren ki ahmiyat
    Hockey Stick Candlestick Chart pattren
    Hocky stick pattern har pair main nai banta. Q keh kisi bhi currency ya commodity pairs ki market main itni fast change ya taizi nai ati keh is main very short time main had say ziada increase a jaye yani is pattern main jab aik aisa bahao ata hay keh isky last periods ki nisbat bahut limited time main bahut ziada aur clear high increase a jaye to isko hockey stick chart say tashbeeh di jati hay. Aur ye amooman tab he ho sakta hay keh jab kisi company kay stock ki prices high ho jayain ya is business ki last 20 years kay muqably main sirf aik ya do saal main itna expansion and increase a jaye keh iska chart just like hockey stick ba.hockey stick pattern us waqat banta hai jab market me aam tawar par khamoshi hoti hai aur yakdam market me uchal a jati hai. Hokey stick pattern ko world level me us waqat show kia jata hai jab financial satah pe almi mamelat ko dekha jata hai aur ghurbat ki satah ko made nazar rakha jata hai. Financial market me jab bhi market aik smoth tareeqay se (sideways movement) chal rahi ho to jab bhi koi new news market me jati hai jis se achanak market me teezi ho jati hai

    Click image for larger version

Name:	images (8).png
Views:	2
Size:	17.5 کلوبائٹ
ID:	12577494
    Hockey Stick Candlestick Pattern ki identification
    Hockey Stick candlestick candlestick Patron ki study aur iski identification bahut hi Aasan ho sakti hai isliye agar aap market Mein is candlestick pattern ko completely study karna chahte hain to aapko bahut jyada important analysis aur uske sath different important advantages mil sakte hain Ham koshish Karni chahie kya aap market Mein available different important candlestick pattern ko properly study Karen aur uske sath different important advantages apni trading per apply Karen.

    Click image for larger version

Name:	images (9).png
Views:	1
Size:	3.8 کلوبائٹ
ID:	12577495
    Hockey Stick candlestick Pattern ky sath trading strategy
    forex market mein trading karne ke liye hockey stick candle stick pattern Ek bahut hi ahmiyat kahan Milta Hai yah pattern hai. Trading ma kuch pair or commodities asy hoty hain jin ki price ma kbi increase nazar ni ata or trader en ki history ko b observe kar k check kar ley to enki price sudden increase nazar ni ata. But phr achanak ik asi news.ati hai ya asi situation develop hoti hai k ye pair ya commodity sudden up move kar jati hai. So trader ko es up move ka benefit utana chahe or es ma small lot sy buy ki trade ko open karna chahe. Asa karny sy trader ka account b safe rehta hai or usko profit b etna big hota hai jo trader kbi expect ni karta.forex market ko pattern ke zariye analysis Kiya jata hai aur ham is mein hockey stick pattern k zareye bhi market ko analysis karte hain yeh Patran market mein tab aata hai jab market pahle bahut slow hoti hai aur uski movement bahut kam hoti hai aur is mein achanak se tezi aa jaati hai aur yah hamari market mein jahar hota hai Ham is mein acha entry point apne acche analysis se Hi Le sakte hain is liye hamesha koshish karen acche se market ko analysis Karen is mein behtarin trading Ham apne acche analysis se Hi kar sakte hain Hamen baton ko samajhna chahie iski pahchan rakhni chahie


    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	16
Size:	31.9 کلوبائٹ
ID:	12577496

اب آن لائن

Working...
X