Trading at Moving Average Convergence Divergence (MACD)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading at Moving Average Convergence Divergence (MACD)
    Friends jub price ki strength moving average Convergence Divergence (MACD) indicator kee centre line cross kar jati hai tou aesy time per usi direction main trade open ker ky achi earning hasil ki ja sakti aur hai yea kehna bilkul darust ho ga kay

    Click image for larger version

Name:	images (26).jpeg
Views:	1
Size:	34.7 کلوبائٹ
ID:	12577442

    MACD bahot acha indicator hai jis ko samajhna bhi itna mushkil nahi hai kyn ky jab MACD indicator main* strength decrease hona shuru ho jati hai tou hamain phir reverse order main trade open kerny ke liye ready ho jana chahiye aur

    MACD Indicator Judgement.

    friends MACDindicators bahut hi helpful indicator hai jo market ki situation ko samajhne ke liye kafi helpful hai aur is indicators ki badaulat trader ek sahi direction Mein trade kar padhte hain MACD indicators Mein zyada tar trader line Koi follow karte hain aur vah banana Hui apni strategy ke mutabik aage badhate hain aur market ko har lamhe analysis karte rehte hain aur ek khaas entry point ka intezar karte Hain jab

    Click image for larger version

Name:	images (25).jpeg
Views:	1
Size:	33.3 کلوبائٹ
ID:	12577443

    market ek strong entry point banati Hai Jahan se unhone trade leni hai bus use time hua trade lete hain aur unki trade taqreeban 80% profit Mein Hi jaati Hai kyunki yah aur Forex Trading main MACD ki wajha say traders* maximum profit book kar lete hain* kyun ki bahut se expert aur professional trader is indicators ke sahare market ki direction aur uski movement ko acche tarike se analysis bhi kar padhte hain aur ek perfect direction mein trading pickup aate hain.


    Trading at MACD indicator.

    Dear friends MACD ko chart per jub apply kiya jata hai to price Ke Niche maujud new window mein zaahir kiya jata hai is mein maujud Hamen dudh Raha ke indicators Nazar Aate hain unmen 1 Tu MACD hota hai jo red aur blue do line Mein maujud Hota Hai Aur aikk dusre ko karte hue

    Click image for larger version

Name:	images (22).png
Views:	7
Size:	27.9 کلوبائٹ
ID:	12577444

    Nazar aata hai aur dusra histogram hota hai jo green ufki line Mein Nazar Aata Hai histogram Hamesha zero level se upar niche Hota rahata Hai agar yah Upar ki taraf ho to yeh up trend ko zaahir karta hai aur trader ko best trading signals provide karta hea.

اب آن لائن

Working...
X