Discussion about Market Manipulation...,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion about Market Manipulation...,
    Assalamu Alaikum dear forex members I hope aap sab khairiyat se honge aur Forex trading business me achi working quality ki base per achcha kam kar rahi honge dear jab Ham for exceeding Business mein kam karte hain to aapko is baat ka andaza acchi tarike se ho jata hai ki sometime market mein jyada demand ya supply ki vajah se Kuchh aise factors hoti hai jo ki market ko bahut jyada effect kar rahi Hoti Hai unhen chijon Mein Se Ek manipulation hoti hai aaj Ham apni post Mein ISI ke bare mein detail discussion karenge.

    What is a "Market Manipulation"?

    Dear forex members forex trading market mein Market Manipulation actually ik kisam ki market abuse ha jis man jan bojh ker market main artificially misleading market price se related create ki jaati Hai.
    Market Manipulation main market k ander Inflation aur defladeflation ki situation ko artificially create kia jata ha market price main sirf aur sirf apna persnal benefits k liye.
    Market Manipulation ko zayada ter countries main mana kia gya ha. Iski waja sa trader ka market per trust khatum ho jata hai.

    Click image for larger version

Name:	112a0606b06b24af17ec1cb980fc4dae.jpg
Views:	1
Size:	73.1 کلوبائٹ
ID:	12577284

    Key Takeaways:

    Market manipulation ka maksad market Mein maujud participants ko mis lead karna Hota Hai.
    Manipulation ko detect aur prove karna bahut mushkil hota hai lekin usse Bhi jyada mushkil isko high liquidity market Mein execute karna Hota Hai.
    Sometime currency pairs or commodities ke Spread hamen wrong information dete Hain.
    Market ki demond aur supply true picture nahe dati ha.
    Fraudulently market k ander price man increase decrease banaya jata hai.

    Click image for larger version

Name:	NFP-Stop-Run-Article.png
Views:	1
Size:	24.3 کلوبائٹ
ID:	12577283

    Trading Strategy:

    Dear Forex member for ex trading market Mein manipulation artificial price ki security ko control karne ke liye istemal Kiya Jata Hai isko bahut sare cases Mein illegal tasawar Kiya Jata Hai Lekin yah bahut mushkil hota hai regulators ke liye aur dusri authorities ke liye isko detect aur prove karna. Kyunki market manipulation mayfactually falls state mein involves hoti hain aur yah market Mein maujud participant ko mis lead karne ke liye istemal kiye jati Hai.isiliy Jab kisi bhi commodities main market ki price manipulation ki waja sy bahot zyada low ho jati hai jo demand na hony ki waja sy price bahot zyada low hony per traders bari lots use ker ky trade enter kerty hain aur phir bari demand dal dety hain tou jesy hi demand supply ki nisbat increase hona shoru hoti hai tou aesy time per price bhi increase hona shoru ho jati hai aur bary investors aesy time per market sy bahot zyada faida hasil kerty hain jo market ky manipulation effect ki waja sy hota hai.

    Click image for larger version

Name:	1cb1b744315c1cc91a32ce8f2129c6ae.png
Views:	1
Size:	393.0 کلوبائٹ
ID:	12577285

اب آن لائن

Working...
X