Harmonic Price Char Pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Harmonic Price Char Pattern
    Harmonic candlestick Chart Pattren ka Introduction
    Harmonic pattern ke andar two bottoms bante Hain ya pher Two top bante Hain harmonic price chart pattern bullish bhi ho sakta hai aur Barish bhi ho sakta hai agar yah Barish hai hai to Iske top ke upar two support banti hai aur pher vahan se market uper move karti Chal jati Hai . Aur Agar bar bullish price chart pattern hai to ismein two resistance oper Banti hain aur fir market osse nichy ki taraf move Karte Hain .Harmonic patterc combine karta hai pattern ko or math ko trading method ma or ye khud ko repeat karny ki base par chalta hai. Jo es method ka root hota hai wo primary ratio hoti hai. Ye primary ratio har kisam k structure ma available hoti hai. Ye structure repeat hota hai kiy k ye man made structure hota hai. So es ratio ko financial market ma b repeatedly dekha ja sakta hai. Trader fabonacci ratio in patterns par use karta hai or es sy future movement ko predict karta hai.
    Harmonic price chart patterns ki three types hoti hain

    1.the gartely Harmonic Pattern


    2. The butterfly Harmonic pattern


    3. the Bat Harmonic pattern

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	2
Size:	33.4 کلوبائٹ
ID:	12577270
    Harmonic Candlestick Chart Patterns ka tafseeli jaizah
    Harmonic price chart pattern ko follow karne ke liye aapko bullish or bearish trend ko bhi follow karna padta hai Kyunki basically ya indicator candlestick ki movement se Banta hota hai aur kabhi ye pattern buy trend mein banta hai aur Kabhi Sell Mein banta hai to Jab Bhi aap is indicator ko follow karte hain to aapko ABCD bullish pattern follow karna padta hai tab aapko is indication ki samajh aati hai aur aap easily apni trade ko buy ya Sell Mein perform kar sakte hain aur Market Se Achcha result Le sakte hain

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	14
Size:	51.6 کلوبائٹ
ID:	12577271
    Harmonic price chart pattern ky sath trend analysis
    Harmonic price chart pattern technically market ka pattern hai hai aur hamen isko jarur analyse karna chahie jab Ham market ke technical analysis karenge to tab hi ham market ko samajh sakenge aur tab hi ham harmonic pattern ko analyse karke market mein working kar sakenge agar Ham market mein harmonic pattern ko theek tarike se analize nahin karte Hain to hamen success nahin Mil sakti hai isliye hamen market mein harmonic pattern ko analyse karna bahut jaruri hai jab market mein Ham technically analyzers karte Hain

اب آن لائن

Working...
X