Explanation of Four Price Doji Candlestick Pattern.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explanation of Four Price Doji Candlestick Pattern.....
    Assalamu Alaikum dear forex members ummid Karti Hoon ki aap sab khairiyat se honge dear Jab hum forex trading business Mein kaam karte Hain To hamen apna Kam candlesticks pattern ko acchi tarike se soch samajhkar aur unki patterns ki movement ke mutabik karna hota hai kyunki candlestick pattern hi hamen market ki moments related exact information dete Hain aur Agar Ham market Mein acchi entry Lena chahte Hain To uske liye hamen candlesticks pattern ko samajhna aur unke mutabik apni working karna bahut jaruri Hota Hai isiliye Ham apni aaj ki post mein baat karenge four price Doji candlestick pattern ke bare mein Aur main ummid Karti hun kijiye information aapko is topic ko samajhne aur ise apni working Mein incluid karne mein madad degi.

    What is Four Price Doji Candle?

    Dear friend Four price doji candle family se talaq rakhne Wali Ek candle Hai jismein candle Ke Na to real body hoti hai aur na hi uski Koi up down Shadow hota hai four price doji candle Mein price up down movement karne ki bajay matlaba time frame ek hi position per Jami rahti hai short time frame Mein yah zyada banti hai but long time frame Mein Je ka kam hi Najar Aati Hai for price doji candle ke banne ki psychology Kuchh Is Tarah Se Hoti Hai Ki market ke buyer jory sy matluba stock ya currency jode Mein Koi Khas dilchas bhi nahin lete hain jisse use atoms ki value Mein Na to izaafa hota hai aur na hi vah kam ho rahi Hoti Hai yah candle price ke kisi bhi position per banne per natural candle ka kirdar Ada karti hai but high aur Low price Mein yah market ki up down movement rok Leti Hai.

    Click image for larger version

Name:	4price doji candle trend reversal example.png
Views:	3
Size:	19.3 کلوبائٹ
ID:	12577258

    Formation of Four Price Doji:

    Dear forex members forex trading market mein four price doji candle Mein price ke high Low open aur close ek hi point ya position per hote hain four price doji candle traders ki market Mein Adam dilchaspi ki vajah se Banti Hai Jo Ek natural candle tasawar hoti hai four price doji candle Baki doji candle se bahut different hai Kun ki Baki doji candles Mein price kam candles ke up down per Shadow zaroori banti hai Jab Ke four price doji candle Mein Aisa Nahin hota hai yah maths minus ( - ) Nishan shap ki hoti hai. Four price doji candle ik Chhoti si line shape ki doji candle Hoti Hai Jiski na to real body Hoti Hai or na hi up down per Koi Shadow hota hai yani yah candle real body mein bhi zero hoti hai aur Shadow mein bhi zero Hoti Hai yani Kisi matlaba time frame Mein Jab price ek hi position per ho jaaye tab yah candles vajud Mein Aati dear members Agar four price Doji Candlestick banne ki baat ki jaaye to ya to yah bahut kam time frame Mein banti Hui najar aati Hai ya FIR aise currency pairs mein banti hai jinmen movement bilkul bhi nahin ho rahi hoti.

    Click image for larger version

Name:	1.-four-price-doji.png
Views:	13
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	12577257

    Explanations of four price Doji:

    Dear forex members forex trading market mein Four price doji candle ik Chhoti line shape ki doji candle Hoti Hai four price candle se market SC behaviour de rahi Hoti Hai Jaise market jab weekend per close hoti hai to major currency per short term ke time frame Mein Jaise M1 aur M5 ki time frame Mein Jake candles Kafi tadad Mein Banti Hai Jahan per price Kuchh time ke liye Sans Le Rahi hoti hai lekin long time frame Jaise H4 jesy D1 aur W1 mein Inka banana takriban bahut kam hota hai aur yeah in time frame Mein yah bilkul banti hi nahin hai.

    Click image for larger version

Name:	four-price-doji-example.png
Views:	18
Size:	82.6 کلوبائٹ
ID:	12577256

    Trading Strategy:

    Dear forex members forex trading market mein Four Price Doji Candle ki real body na hone ke vajah se yah candle na to Bearish candle count hoti hai aur na hi bullish candle balky ik natural candle hoti hai yah candle market ke trend Mein trend continuation ka kam Karti Hai Jab Ke top trend ya down trend Mein candle ki behaviour Badal jaati hai aur price doji candle Agar top trend per banti hai to yah ik bearing reversal ki indication Deti Hai Jab Jab Ke price ke bottom Mein banne ki vajah se yah candle ki behaviour police friend reversal Mein Badal Jata Hai candle per trading ke liye trend confirmation confirmation indicator share price action Ki Zaroorat hoti hai agar four price doji candle price ke top trend per banne ke bad chart per ik bearish real body wali candle banti hai to yah ik bearish trend reversal ka Ishara Hoga Yahan per market Mein Sell se entry ki Ja sakti hai Jab Ke down trend Mein banne ke bad Agar ik bullish candle Banti Hai Tujhe ik bullish trend reversal ka signal Hoga Jahan per market main buy ki entry ki Ja sakti hai. Aur stop loss aur take profit ko market ki high aur low points ke mutabik aur bullish ya bearish Trend ke mutabik set Karke market Se achcha profit liya ja sakta hai.

اب آن لائن

Working...
X