What is Moving Average Indicator and its Interpretation.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Moving Average Indicator and its Interpretation.
    Assalamu Alaikum Jab aap market mein technical analysis ko complete karna start kar dete to aisi situation mein kuchh important indicators bhi aapke liye helping platform provide kar rahe hote hain yah important indicated aapko best guidelines provide kar rahe hote Hain Jo aapke liye maximum features ko increase karne ke liye important roll play kar sakte hain aapko hamesha market mein regularly basis per kuchh important advantages ko find out karna hota hai aur iski vajah se aapko market mein jyada se jyada profit hasil karne ke liye consistent form per focus karna hota hai aaj main aapko moving average indicator ki details dene ja raha hun.

    Moving Average Indicator

    moving average indicator ek bahut hi important aur familiar indicator hai yah indicator aapko market mein jyada se jyada advantages hasil karne ke liye kuchh important information share kar raha hota hai is indicator ki help se aap market mein different features hasil kar sakte hain moving average indicator basically aapko average ki basis per information share kar raha hota hai yah Jab bhi information share karta hai to ismein aapko do different types ki average ka comparison karna hota hai aur inke cross aur per aapane trade Lena hoti hai crossover ka concept main aapko clear karna chahta hun.

    Crossover

    Jawab do different types ki moving average score learn karna start karte Hain to yah ek aisa point aata hai jis per yah donon lines aapas mein ek dusre ko cross Karti hai Isko crossover kaha jata hai Jab aap market mein moving average ke concept ko consider kar rahe hote hain to cross over ka concept aapke liye ek important aur turning point ho sakta hai lekin ismein aapane yah find out karna hota hai ki kaun si moving average kis moving average ko cross kar rahi hai kyunki Jab yah cross over Karti hai to aisi situation mein inki identification karna aur iski interpretation karna totally is per depend kar raha hota hai for example Agar ek chhoti moving average Badi moving average ko crossover kar rahi hai to aisi situation mein iska interpretation different hota hai aur ek Agar Badi moving average chhoti moving average ko crossover kar rahi hai to aisi situation mein iska interpretation totally different ho sakta hai.

    Types of Moving Average

    Jab aap moving average ki study ko complete karna start karte hain aur iski learning karte Hain to aisi situation mein aapko iski multifil types ka idea milta hai sabse pahle aapko simple moving average milati hai simple moving average mein aapko 50 candles pics aur 20 candlesticks ki moving average ko calculate karna hota hai aur unki base per apni decision making karna Hoti hai yah do different lines Hoti hai jinke kharaasar per aap apne interpretation karte hain iske bad aapko exponential moving average milati hai is moving average mein aapane 50 candlesticks aur 200 candlesticks ko find out karna hota hai aur iski base per aapane apni decision making karna Hoti hai iski interpretation totally different hoti hai isliye simple moving average aur exponential moving average ko acchi Tarah find out karne ke bad aapane iski interpretation karna hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	Moving Average Indicator.png
Views:	15
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12577216

اب آن لائن

Working...
X