Firends, Force Index Indicator dar asal market kay past duration ko use kar kay find ki gai moving average ko bhi formulay ma use karta hai or trader ko signal farham karta hai. Trader ko apny experience ki base par judge kar lena chaheye k ye signal thek hai bhi ky nhi ye confirmation lazmi hai aur yea aik aisa Indicator hai jo voulme ki base par signal provide karta hai Friends is ko manually find karna hota hai or esko find karny ka aik specified forumla hota Hai aur Mazeed ye kay ye oscillator market ki high price or low price ko b formulay ma use karta hai.
How to calculate Force Index Strategy
Force Force index indicatorki calculation samjhna bahut easy hai kyn kay jab choti EMA (kam number of periods wali EMA) longer EMA (yani ziada number of periods wali EMA) say ziada ho to iska matlab ye hota hay keh yahan up trend chal raha hay. Is ki yehi waja hoti hay keh shorter EMA darasal more recent price data use kar rahi hoti hay jis waja say is ky results bahut mufeed hoty hain.
Formula of Force Index Strategy.
Friends Force Index Indicator ki calculation kay liye hamain isky formuly ka pata hona chahiye ta keh ham iski calculation kar sakain aur friends Iska formula mandarja zail hea.
Technical Points of View
Friends Jo trader experience ko use kar ky force index indicator oacillators kay signals ko verify nhi karty wo khbi achy profit ko hasil karny main kamyab nhi ho skty aur friends yea to aap ko pta hea kay forex main kisi bhi indicator par blindly trade karna bhot buri habbit hai Kyun kay forex me bhot sary indicator or oscillator asy hain jo aksar fake signal provide kar dety hain or trader agr enko follow kar ley to wo trade ma pans jata hai or panic ka shikar ho jata hai or usko sewae loss k or account wash karwany kay kuch hasil nahin hota.

- DM= Price high- price low
- CM= sum of DM + high-low of past period