what is dow theory in forex market?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is dow theory in forex market?
    assalium o alekum

    dear members umed karti hun ap sub kharyt sy hun gy or mahnat s apna work krrhy hn gy hmy chaye k apna knowladge ko increase kry jitna knowledge hoga itna hi hm kamyab ho skty hain chlty h apny topic ki trf




    introduction of dow theory

    Dear friend forex market Mein Jab aap kam kar rahe hote hain to usmein aapko bahut hi acche planning ke sath kam karna hota hai actually dow theory market ki moment Ki Kisi bhi trend mein jyada Se Jyada aur aage possible moment Jo ke expension hoti hai. agar market Kisi per movement kar rahi hoti hai to usmein aap apne advantages ko increase kar sakte hain. aur maximum price ko break karke bahut jyada movement Karegi Jab Kisi Ki movement bahut jyada Hoti Hai To vah Achanak se revers movement start kar deti hai isliye aapko ismein entry lene ke liye bahut hi acchi experience ke sath kam karna Hota Hai.


    importance


    Dear friend forex market Mein Jab aap kam kar rahe hote hain to usmein aapko bahut hi acche experience ke sath kam karna hota hai aur apni planning ke sath kam karna hota hai. agar aap market Mein successful trading karna chahte hain to usmein do theory market ki movement Ki Kisi bhi train mein maximum limit aur farder mein Hone Wali market ki expansion hoti hai. agar Kisi pair Mein market apni maximum price limit per pahunchkar revers movement karna start kar deti hai. to dow theory ke mutabi market Kuchh time period Tak same limit ko cross nahi karne Karegi ya Agar break out Karti bhi hai to same break out Itna Jyada Nahin Hoga, market maximum price ki break karne ke bad bahut badi moment kar Jayegi lekin Agar market Kisi bhi pair Mein Apni maximum price limit ko break out karne ke bad father Kuchh movement karne ke bad revers direction Mein movement karna start kar deti hai to due isase market ki fardar mein sem trend Mein market ki movement ko sem reson se expect karti hai


    Analysis on dow theory


    Dear friend market ki moment ko same ratio say expect Karti Hai Jab market Mein previous break out ke bad market ki movement sports previous 25 resistance se 25 35 Tak hone ke bad revers ho chuki hoti hai. to next time Jab market sem 35 resistance ko break out Karti Hai To 45 new register stock market moment Karti Hai do theory previous Breakout reference ke mutabik market Mein next break out per market ki expect movement ko show karti hai. agar Ham sem theory per focus market Mein trade open Karte aur continue Karte Hain To Aisa possible hai. ki market Mein Har break out per market ISI Tarah movement Karti Rahe aur ham ISI Tarah forex market mein dow theory ko apply Karke trade continue karne per Hamen market ki farder mein Hone Wali movement ko easily ke sath Ham samajh sakte hain aur ISI ke mutabik Ham trade continue Rakh sakte hain. agar aap successful trading kar sakte hain To Hamen just bagair soche samjhe Koi trade open Nahin Karni chahie ki Hamari Har open ki jaane wali trade Mein Koi Na Koi reference Hona chahie


    how to trade on dow theory

    Dear friend market Mein Jab aap kam karte hain to usmein aapko bahut hi careful hokar kam karna hota hai aur Market ko acche tarike se analysis Karke kam karte hain agar aap market mein related proper market ko judgement karte hain to aapko ismein bahut jyada advantages Hasil hote hain. aapko market Mein different analysis per completely study Karni chahie aur acche experience surakshit knowledge ke sath kam karna chahie Jitna Achcha aapke pass knowledge Hoga aur experience hoga to aap is market Mein successful Honge Jo members forex market Mein acchi learning ke sath Kam Nahin Karte vah Hamesha nakam Ho Jaate Hain agar aap market Mein successful Hona Chahte Hain. To aapko apni learning perfect banana Hogi aur Market Mein proper time Dena Hoga Jitna Jyada market ko time Denge aur Market ko focus Karenge to aap is market mein itna hi acchi running kar sakte hain aap Agar market Mein successful aur Achcha result Hasil karna chahte hain. to aapko Koshish Karna Hogi ki aap ismein Jyada Se Jyada hard work ke sath experience aur knowledge ke sath kam Karen aapko Achcha result milega[/

اب آن لائن

Working...
X