Types of technical indicators in forex:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Types of technical indicators in forex:
    INTRODUCTION:

    ASSALAMU ALAIKUM DEAR FRIEND !Dear friend kese hn ap sb Umeed Karti hun Sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha profit banaa Rahe Honge aj ka hmara topic types of technical indicators aj mn indicator ki type k bare mn btaun ga.











    TECHNICAL INDICATOR :


    Jab ham forex market main trade ker rehy hoty hain tou ham market ki movement ko read kerty huey trade open kerty hain tou hamain profit bhi hasil hota hai aur loss bhi hota hai kyun ky market hamesha both directions main movement ker rehi hoti hai lekin kuch aesy softwares available hain jo market ki kisi bhi direction main expected movement ko indicate kerty hain ky agar ham in ko follow kerty huey trade open ker ky continue ker lety hain tou hamain profit bhi zarur hasil hota hai aesy softwares jo hamain market ki future main hony wali movement ki pehly sy indication dety hain in ko market main technical indicators kehty hain jin ki basic two types hain leading indicator and lagging indicators jin ko following paras main ham detail main discuss kerty hain



    TYPES :






    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	1
Size:	13.7 کلوبائٹ
ID:	12576696








    LEADING INDICATORS:


    Forex market main kuch aesy indicators hain jo market ki movement ko lead ker rehy hoty hain ky agar ham market ki movement ky mutabiq in indicators ko read kerty hain tou market ki upward direction main movement start hoti hai tou in indicators main market ki uptrend main big movement ho chuki hoti hai ky agar ham in indicator ko follow kerna shoru ker dety hain tou hamain market main trade open kerny ky liay jo indication in indicators sy milti hai ham us indication ko follow kerty huey agar trade open ker lety hain tou jab tak yeh indicators same trend ki continuation ko show kerty hain ham same order main trade bhi continue ker sakty hain aesy indicators main stochastic oscillator shamil hain jo market ki movement ko lead ker raha hota hai aur market in indicator ko follow ker rehi hoti hai












    LAGGING INDICATORS:


    Lagging indicators forex market main aesy indicators hoty hain jo market ki kisi bhi direciton main movement ko follow ker rehy hoty hain ky agar market uptrend main movement start ker chuki hai tou same indicator main bhi market downward direction sy revert ho ker upward trend ki starting ko show kerty hain lekin aesy time per market bullish direction main bari movement ker chuki hoti hai aesy indicator ki examples main Relative Strength index bahot famous hai jo market ki movement ko follow ker raha hota hai ky jab relative strength index main market below 30 sy reversal show ker rehi hoti hai tou same time main buy main trade open ki ja sakti hai aur above 70 sy bhi agar reversal show kerti hai tou same time per sell main trade enter ki ja sakti hai













    COMBINATION OF LEADING AND LAGGING INDICATORS :



    Agar ham apny trading chart main both leading aur lagging indicators ko set ker lety hain tou jab dono indicators main market ki movement ki direction same show ho rehi ho tou aesy time per ham market main usi direction main agar trade open ker ky continue ker lety hain tou hamain her surat main open ki jany wali trade main profit hasil hota hai jesy agar stochastic oscillator main market lead kerty huey upward direction show ker rehi ho aur relative strength index main bhi market 30 sy reverse ho ker upward direction main movement show ho rehi ho tou same time per buy main open ki jany wali trade main zarur profit hasil hota haiTHANKS....

اب آن لائن

Working...
X