Active Trading on One Minute Chart ,,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Active Trading on One Minute Chart ,,
    Assalamu Alaikum:


    dear friends ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aur is form per Apna Kam regular kar rahi Honge form per Hamen Apna Kam complete karne ke bad hi Achcha bonus Milta Hai Kyunki Jo member is form per Apna target complete karte hain aur apni post ki quality ko Achcha rakhte Hain vah ismein Achcha bonus Le sakte hain Aaj Ham forex market Mein kam karne ke liye different trading strategies ke bare mein discuss Karenge ki Ham is market Mein Kaise kam kar sakte hain aur Hamen kaun sa time frame use karna chahie Agar Ham is market Mein long term trading kar rahe hain to uske liye Hamen kaun sa time Prem use karna chahie aur ismein trade Lagane ke liye mukhtalif time frame per Kaise analysis kiye Jaate Hain yah sari baten Ham abhi discuss Karte Hain Jo trader for a market mein yah sari baten learn karne ke bad trading start karte hain vah is market Mein successful Ho Jaate Hain Kyunki market mein experience aur knowledge ko use Karke kam karne se kamyabi milati hai market Mein Achcha result Hasil karne ke liye hard work karna hota hai tab Ham is market Mein Kamyab Ho Jaate Hain.


    Time Frames Kai Hain:

    Dear jab Ham market Mein kam Karte Hain To Hamen yah Pata Hona chahie ki Ham Jab candlestick ko dekh kar trade Karte Hain To Hamen uske liye different time frames use Karni hote hain Jise Dekhkar Ham is market Mein analysis kar sakte hain Agar Ham market Mein trade Karne Ki Baat Karen To Hamen yah Pata Hona chahie ki market Mein Har time frame Mein different trade ban rahi Hoti Hai Hamen market Mein trade Lagane ke liye time frame ki value Ka Pata Hona chahie Jaise Ham Agar market Mein scalping karna chahte hain To Hamen Chhote time frame per analysis karne Hote Hain.



    Agar Ham market Mein long term trading karna chahte hain aur apni trades ko Jyada time tak hold Rakhna Chahte Hain To uske liye Hamen Bada time Prem use karna hota hai Hamen Apne trade Lagane se pahle analysis karne hote hain jisse Hamen pata chal jata hai ki market ki direction kya hai aur ham ismein trade kaise laga sakte hain Jab Ham market Mein trade open Karte Hain To Hamen time frame ke hisab se hi target set karna Hota Hai.




    Scalping Or Long Term:

    Dear friends jahan tak market Mein kam karne ke bad Hai To Har trader ka Apna trading plane Hota Hai Aise Hi Agar Ham is market mein baat karen to new traders ko yah pata nahin Hota ki Ham is market Mein scalping Karen ya long term trading Karen iske liye Hamen sabse pahle demo account per practis Karni Hoti Hai Taki Hamen market Mein kam karne ka experience mil jaaye aur uske bad Hamen pata chal Jaaye ki Ham is market Mein Kaise trading kar sakte hain Jab Ham is market mein acche tarike se trading Sikh Jaate Hain To Uske bad Hamen is market Mein Kafi Jyada fayda Milana start ho jata hai Kyunki market Mein Jab Ham trading karna Sikh Jaate Hain To Hamen pata chal jata hai ki Ham Kis Tarah Ki trading acche tarike se kar sakte hain Agar Ham scalp ine Karte Hain To usmein Hamen Apna target thoda Rakhna hota hai aur Market Mein Chhote time frame per trade lagakar Apna target Lena hota hai agar Ham market Mein Sabra ke sath kam Karte Hain To Ham long term trading Karke successful ho sakte hain.

    ......Forum is a great place for traders talk.......

اب آن لائن

Working...
X