Relative strength index indicator mein overbought or oversold levels....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Relative strength index indicator mein overbought or oversold levels....
    Assalamu Alaikum dear Forex member Forex trading market mein Jab aap apna kaam karte hain to aapko apna Kam indicators ki madad se karna hota hai kyunki indicators aapko market ko analysis karne mein aur Market ke moment ko acche tarike se samajhne mein bahut help out karte hain aur agar aap indicators ke bare mein complete knowledge aur information rakhte Hain To aapko market ko samajhna aasan ho jata hai. Dear friends hum apni aaj ki post mein baat karenge relative strength index indicator Mein overbought aur over sold level ke bare mein aur main ummid Karti hun kijiye information aapko is topic ko samajhne Mein madad degi.

    Relative Strength Index Indicator:

    Dear forex members Forex trading market Mein relative strength index indicator Ek Mary indicator hai aur Si indicator ka istemal tamam indicators sy Aasan aur zada kiya Jata Hai Forex trading market Mein RSI indicator ki reliabilities Jyada hone ki vajah se takriban Sare platform isko support Bhi Karte Hain aur is ko is default use Bhi Kiya Jata Hai RSI indicator per paimaish ke liye zero Se Lekar hundred tak ki points Hote Hain Jisko normali 0,30,50,70 or 100 ke digit se show Kiya jata hai aur RSI indicator Mein value Ek line graph ki Shakal paimaish ke hisab se movement Karti rahti hai jisse Hamen use currency code ke Trend ke bullish ya bearish movement Ka Pata Chalta Hai RSI indicator Mein Do position bahut important Hai Ek Ko overbought aur dusre ko oversold Ka naam diya jata hai.

    Click image for larger version

Name:	RSIEBAYbuysell.gif
Views:	6
Size:	18.5 کلوبائٹ
ID:	12576519

    Overbought Level:

    Dear forex members forex trading market mein Agar Relative Strength Index indicator Mein value 70 se upar Chali Jaaye to yah Over-Bought Kehlata Hai. Kuchh platform Mein yah level 80 Ka Hota Hai bullish trend ya up trend Mein RSI indicator Photo se 90 Kedar Mein Aana rahata Hai Jab Ke 40 se 50 ka zone support ke Taur per kam Karta Hai RSI indicator ke Over-Bought position pay trading ke liye jaruri hai ke indicator Mein value 70 se upar Ho Kyunki is position per Trend ke reversal ke chances jyada hai aur traders ko Sel ke entry Le sakte hain aur Is Tarah stop loss ka istemal karte hue market Se achcha advantage liya ja sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	RSI-overbought-oversold-neutral-areas.png
Views:	1
Size:	64.1 کلوبائٹ
ID:	12576520

    Oversold Level:

    Dear forex members forex trading market mein Relative Strength Index indicator ki value 30 aur 70 Ky Darmiyan normal tasawar ki Jaati Hai but Agar market ki value 30 sy nechy Jaati Hai To isko over sold Kaha Jata Hai Kuchh platform per yah value 20 aur 80 Ke Darmiyan Di Jaati Hai Jaab Ke 50 ka area zyadatar natural hi tasawar kiya jata hai bear is trendz down trend Main RSI indicator 10 or 60 Ke Darmiyan Rehta Hai Jaab Ky 50 or 60 ka zone resistance ke Tor par kaam karta hai traders ko chahie ki Jab Bi Relative Strength Index indicator Main value 37 Low yani over sold zone Main a Jaaye to trade ko buy Karen Kun ki is level per jyada chances Ye hoti hain ki market dwara bounce back karegi aur bye ki taraf jayegi isiliye bye ki entry lekar market Se achcha profit hasil Kiya ja sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	RSI1_602x345.png
Views:	25
Size:	39.1 کلوبائٹ
ID:	12576521

اب آن لائن

Working...
X