What is Broadening Chart Pattern in forex trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Broadening Chart Pattern in forex trading?
    Assalamu Alaikum dear Forex members ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se honge dear for extreme business Mein Jab Ham kam karte Hain To hamen apna Kam regular basis per karna hota hai kyunki Agar Ham apna Kam daily basis per complete kar rahe hote Hain To hamen Uske badle Mein mil sakta hai jisko Agar Ham apni trading ke liye istemal karte Hain To hamen apni investment Nahin Karni padati aur iske sath sath hamen apna Kam acche knowledge aur experience ke sath karna Hota Hai tabhi Ham is business ke maximum advantages hasil kar sakte hain.


    What is Broadening Chart Pattern?

    Dear forex members forex trading market mein ein Jab aap kaam karty hain to Broadening pattern banny Main chart par bahot zada time (arsa) lyta hai jo ki trend reversal pattern Main shumar Hota Hai broadening pattern Main price different gap Ky dauran four to five times trend line ko touch Karti Hai Lekin phir ya kisi or direction par Chali Jati Hai technical analysis is pattern ke bary main Kahaty Hain ky pattern ya to bahot zyada high price or ya bahot zyada low price waly area Main bnta hai yeh pattern bullish area mein market ke top trend ko four to six times touch karny ke bad bearish trend Main change ho jata hai Jab ke bearish area Main down trend line Kafi dafa four to six times se touch karny ky bad Main change ho jata hai yeh pattern market Main find out karny thora difficult hota hai Kyunky is pattern ko banne ke liye jyada time darkar Hota Hai jiski vajah se yah pattern bahut Kam banta hua najar aata Hai.

    Formation of candles:

    Dear forex member Forex trading market mein broadening Chart bullish aur bearish broding pattern per mustamail hai yah Ek trend reversal pattern Hai Jis per aap Sel aur buy ki entry Le sakte hain uske liye pahle aapko is pattern ki donon types ko samajhna bahut jaruri Hota Hai.

    Click image for larger version

Name:	Ascending-broadening-wedge.png
Views:	1
Size:	15.9 کلوبائٹ
ID:	12576500

    Bullish Broadening Chart Pattern:

    Dear forex members forex trading market mein Bullish Broadening pattern trend reversal pattern hai jo ke bearish market ke and Mein Banta Hai Jab Bhi price low price area Main trade kar rahi hoti hai to vah bearish Trend ke support level se down jaane ke bad bar koshish karti hai but Har dafa sirf trend line ko hi Touch Kar ke price Wapas Ho Jaati Hai price ke yah wapasi bullish trend ka sabab banti hai.

    Click image for larger version

Name:	06783d42c1df08181f71b60edb26f8b9.jpg
Views:	1
Size:	69.4 کلوبائٹ
ID:	12576499

    Bearish Broadening Chart Pattren:

    Dear forex members forex trading market main bearish Broadening pattern Main price Bullish trend reversal hokar Aati Hai yah pattern zyada tar Bullish trend ke last Main Banta Hai Jaab Bhi price high price area Mein trade kar rahi ho to yah bullish trend line ke resistance level ko touch karny ke bad Wapas Hoti Hai price Ek to bullish trend line ko Sahi tarike se follow nahin kar rahi party dusri Taraf woh market mein pahle Jaati Hai but Aakhir Main Bearish side sy break out Ho Jaati Hai.

    Click image for larger version

Name:	DWB_trading_odds.png
Views:	1
Size:	78.2 کلوبائٹ
ID:	12576498

    Trading Strategy:

    Dear forex members forex trading market Main Jab aap kam karty hain to usmain broadening pattern long term trading kyley ik best anylsis tool ky tor per istemal hota hai but is cost of loss position Aksar hit hone ke chances hoty hain market Main price pahly rahti hai jisse yeh Apne trend line ko break out karne ki koshish karte hain but nakam Ho Jaate Hain broadening pattern Mein price se Kai martba trend line ko touch karne ke bad Wapas Aati Hai aur zyadatar analysis se yah Karty Hain Ki Amal Wapas ki vajah se hota hai Fir Bhi Agar yah pattern market Mein Banta Hai Tujhe ek strong friend reversal pattern Hai jisse bearish side se buy aur bullish side se Sel ki entry ki Ja sakti hai. Dear friends Baki tamam patterns ki Tarah agar aap is pattern ko bhi apni trading activities Mein incluid karte hain to use waqt aapko stop loss aur take profit ki facility ka istemal karte hue hi trading Karni Hoti Hai kyunki ISI surat mein aap apne account ko mahfuj rakhte hue safe aur secure trading kar sakte hain.

اب آن لائن

Working...
X