Note on technical indicators.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Note on technical indicators.
    Assalamualaikum dear members hope you all are fine and doing well on forex trading dear members market ka analysis krny k liye hmary pas knowledge hona zaruri hy .aaj hm in indicators py baat krein gy Jo technical analysis mein use hoty hain.

    Technical indicators :


    Forex market mein technical indicators forex charts ke aik types Hein Jo keh forex trader ko price ke movement ko behtar Tor par smajhnay mein or es par Amal karnay mein madad daytay Hein technical analysis Kay tools ke aik bare range hote hey Jo keh forex market mein trend ka analysis karnay Kay ley dasteyab hote hey forex market mein price ke average fraham karte hey or es Kay otar charhao ke pemaish kartay Hein or bohut kuch
    Es hesay mein hum RSI Bollinger bands tak dasteyab technical indicators ke eksam ko daryafat krtay Hein technical signal ko jawab daynay ke koshesh kartay Hein or forex tools ap ke trading ka effect zareya hotay Hein


    Importance of indicators :

    Forex market 4 kesam Kay technical indicators Hein
    Trend follow indicator, oscillator, volatility and support and resistance en sab ko function ke base par group keya jata hey Jo keh time Kay Sath Sath currency pairs ke average ko zahair karnay say ley kar support and resistance ko daikh kr saktay Hein.


    RSI indicator relative strength index :



    Relative strength index ko use krny K liye sb sy zyada helpful indicator hy es K formula ka eik important jazo hota hy 14 period hotay Hain or average profit or loss K darmiyan equal hota hy jb RSI 7 0 sy upar hota hy to overbought hota hy or jab RSI 30 say nechay hota hey to over sold hota hy.yeh indicator trading krny k liye bht zyada use kiya jata hy.

    Click image for larger version

Name:	relative-strength-index-rsi.png
Views:	2
Size:	36.2 کلوبائٹ
ID:	12576469

    Oscillator indicator :


    forex market mein oscillator aik kesam ka technical indicator hta hey jo keh forex market mein trend ka idea laganay kay ley estamal ho jata hey forex market mein jab prices zyada hon ge to trader forex market mein oscillator zyada tar increase kar jain gay or jab price kam ho jay ge to oscillator bhe nechay challay jain gay jab bhe oscillator intahai level par pohnch jain to yeh time hota hey price ko talash karnay kay ley average ke taraf reversal ho jain gay
    tb hm forex market mein sirf eik he oscillator over bought ya oversold signal ke traf pohnch jaty hain es ka mtlb yeh nai hota hy k hmain opar ya nechay ke traf sy sell krna chaheay oscillatr eik long period tk intahai level pr reh skty hain es liye trading sy pehly achy point nechan ka wait krna chaheay.jb market achi entry py jay to hmain tb trade lne chaheay .

    Click image for larger version

Name:	Universal-Oscillator-Metatrader-5-Forex-Indicator.png
Views:	2
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12576470

اب آن لائن

Working...
X