Dear friends, Candles ki different types main say aik Rickshaw man candlestick bhi hoti hay jo long legged doji ki type hoti hay, jis ki real body middle main ya is kay kareeb appear ho rahi hoti hay, mukhtalif candlestick patterns main yeh akelay appear ho kay market main indecision ko indicate karti hay,
Appearence of Rickshaw man candlestick:
Is candle ki real body kay above aur below long shadows hotay hain jab kay center main small real body appear hoti hay, ye candle trading session main pairs ki open, close, low aur high prices ko zahir karti hay, prices kay open aur close levels aik dusray kay kareeb hotay hain jab kay high aur low far hotay hain, jiski waja sa candle kay above aur below long shadows bantay hain, isko market me neutral aur stand alone consider kia jata ha laikin trading me inko turning point keh saktay hain, specificaly us waqt jab ye trend kay end main show hon, ye candle market main participants kay darmian indecisions ko show karti hay,
Shows equal strength of bulls and bears:
ye pattern perticular time period main market main bulls aur bears kay equal control ko zahir karta hay, Pattern main bulls and buyers dono ka alag alag time main same period main control dikhai daita hay laikin at the end market main koi progress nai hoti aur market aik indecision situation per pohnch jati hay, ye candle kisi perticular direction main moment zahir nhi karti, is ma price opening point kay pas hi close bhi ho jata hay aur un ma difference boht kam hota hay,
Guidance provided for traders:
Indecision kay ilawa kuch cases main ye pattern consolidation period ko show karta hay jo previous trend ki continuation ko zahir karta hay aur kuch cases main ye pattern indecision ki waja sa bullish trend kay end honay ko bhi zahir karta hay jis sa market kay reversal ka signal milta hay, candle kay bannay kay bad market main previous trend continue hota hua he nazar ata hay, lihaza jab ye candle long trending market main banay beshak woh bullish ya bearish ho to market isi ko continue rakhti hay, traders ko aisi situation main koi decision lainay kay liay hold off karna chaiay aur jab tak koi clear indication na milay tab tak entry na karain,