Details of Support and Resistance in Forex Trading...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details of Support and Resistance in Forex Trading...
    Assalamu Alaikum!


    dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai support and resistance level kya hai Ham ine per Kaise Samajh Kar trading Mein best entry Lekar profitable ho sakte hain.

    Support And Resistance:

    Support and resistance level bahut jyada important point Hai Jahan per supply aur demand ki forces milati Hain market ki nasihat aur supply aur demand katwayan Karte time technical analyst in support or resistance level ko bahut important samajhte Hain Jab Bhi yah support aur registers level break out Ho Jaati Hai To yah Samjha jata hai ki supply aur demand ki forces jinhone ine Hathon ko banaya hai Mamta Kel Ho Gai Hain Aisi condition Mein naye support aur resistance level ke banne ke iMakan Hote Hain.



    Support:

    Support V level Hai Jahan per demand Itni strong Hoti Hai Ke stock ko Majid down Girne se rokati hai support Saat per price Ke Niche Mein dushwari Hoti Hai yah is vajah Se Hoti Hai Ki Jab Bhi price girti hai aur support level ke kareeb aati hai to market Mein buyers kharidne ki taraf Jyada Mile Ho Jaate Hain aur sellers market mein jyada kam mutahrik Hote Hain.

    Resistance:

    Resistance vah Sath hoti hai ki Jahan se supply Itni majbut hoti hai ki stock ko Majid Apar Jaane Se rokati Hai Jab Bhi Kisi stock ki price resistance level ke kareeb Jaati Hai To usko Jyada Apar Jaane Mein difficult pesh Aata Hai Iski vajah se yah Hai Ki Jaise Jaise price resistance level ke kareeb pahunchti Hai To seller Sel karne ki taraf Mile Ho Jaate Hain aur khariddar Market Mein kharidne ke liye kam dilchaspi dikhate Hain.

    Psychology of Support And Resistance:

    Support aur resistance Ke Piche market ki kya nafsiyat hoti hai vah aapke darja zail example ki madad se Samjha jaega.



    Support Example: buyers ka Ek group support area Mein stock ko khareed Rahe hote hain Agar Yahan per support level $50 ka hai buyers 50 per Kuchh stock ko bye karte hain aur price se Jahan se move kar 55 dallar per Chali Jaati Hai Is per buyers Kuchh Hote Hain aur vah Majid 50 dollar per stock kharidna chahte hain lekin 55 dallar per Nahin to vah decision Lete Hain Jab Bhi price Wapas $50 per Jayegi to vah Masjid stock ko bye Karenge Yahan per vah 50 dollar per demand set karte hain ab Ek dusre traders ko group aisa hai jo ki $50 per stock ko kharidne per hai lekin 55 dallar per stock janne ki vajah se vah 50 dollar per stock bye na Karen aur decision leta hai ki Jab Bhi stock Wapas $50 per Jayegi to lajmi buy Karega.

    Resistance Example: resistance ki example mein bhi Ham stock hi maujuda price $50 hi tasawar karte hain aur buyers stock ko $50 per bye karte hain ab Agar price $50 se 55 dallar per Chali Jaati Hai To traders koshish Karte Hain Ki vah stock ko 55 dallar per Sel kar den bajay Iske ke yah Wapas $50 per Aaye Aur maximum traders Aisa Hi karne ki koshish Karte Hain Jab bahut jyada mikedar Mein market Mein sellers ke liye pesh hoga to price Wapas support level ki taraf Chalna start Karti Hai stock per teen type ke group ka bahut jyada pressure padane ki vajah se stock 50 dollar ke level Se Wapas mud Jaati Hai Lekin 50 dollar per Dobara demand Jyada hone ki vajah se price Majid down Nahin Jaati Hai.

    Support And Resistance Role Reversal:

    Technical analysis Mein Ek key concept hai ki Jab Bhi price support aur resistance level ko break out Karti Hai To iska roll reversal ho jata hai Agar price support level se down Aati Hai To vah level resistance Ban Jaega aur Agar price resistance level se upar Jaati Hai To yah Aksar support level ban jata hai jesy jesy Price support ya resistance level se Gujarti Hai To yah Khyal Kiya jata hai ki supply aur demand Mein tabdili I Hai Jiski vajah se yah tabdili reversal roll karti hai.


    ......Forum is a great place for traders talk.......

اب آن لائن

Working...
X