Demand And Supply Zone ki forex market main ahmiat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demand And Supply Zone ki forex market main ahmiat
    Demand And Supply Zone ka Introduction
    Forex market mein demand aur supply zone bahut ahmiyat kya Hamen demand Jon Hamesha bottom per banta hai aur supply Jon Hamesha top hi bante hain aur top per seling hoti hai. ager indicator ka estamal karna hey to ache learning Kay Sath krna chihay main forex market Kay baray mein ap ko demand zone or supply zone Kay baray mein mazeed tafselaat say b agah karnay ja rahe heyForex trading mein agar aap successful trading karna chahte hain. To ap ko different factor par study karty hain to ap ko bhot zyda advantages available hoty hain supply and demand zone k related information share karun gi.

    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	15
Size:	18.7 کلوبائٹ
ID:	12576252
    Supply Zone Ka Introduction
    Price ke chart par supply demand zone ki shanakht karne ka tareeqa seekhnay se pehlay, aap ko un tasawurat ko poori terhan samjhna hoga. to aayiyae agay bherne se pehlay har zone ke baray mein jaanen supply zone qeemat ka woh ilaqa hai jis par tajir aam tor par farokht karte hain. yeh ilaqa mojooda qeemat se oopar mojood hai, jahan sab se ziyada farokht honay wali dilchaspi ya imkaan hai jab qeemat is satah par pahonch jati hai, to namukammal orders mukammal ho jatay hain aur qeemat ko neechay laatay hain. supply zone ke tasawwur ko mazeed wazeh tor par samajhney ke liye neechay diye gaye chart se madad len .Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	10
Size:	14.1 کلوبائٹ
ID:	12576253
    Demand Zone ka Introduction
    Forex trading market members supply aor demand zones ko smjhnay ky leay apko market ki technical aur impotant aspects ka complete knowledge hona zaroori hai ap yeh bat maloom honi chehye ky forex trading market ma bahot sari terms use hoti hain in ma supply aor demqnd zone bhi aik term hai jis ma indicators ko dekhty huy aor chart py candlestick ko study krty huy trend ky hisab sy andaza lgaya jata hai.shooting star apko short term trend reversal indicator ky tor py hint deta hai aor sath ma marbuzu candle is ki confirmation deti hai lkn market apny demand zone py ponch ky again apny trend trademand and supply zones say ya support and resistance zones say breakout ya reversal ki surat main bantay hain aur in par further trend ko daikhty huay trading ki jati hay, laikin kai bar yeh patterns bannay kay bad fail ho jatay hain jo baz dafa breakout ya breakdown kay bawajood wapis previous zone main aa jatay hain aur kai traders ko stop loss hit hony ki waja say loss ho jata hay, is sa mostly traders ko loss ho jata hay, charts traders ko market kay anaylisis main support to daitay hain lakin in kay fail honay sa traders ko alternate options ki zarurat parti hay,

اب آن لائن

Working...
X