Dark Cloud Candlesticks Pattern in forex trading..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dark Cloud Candlesticks Pattern in forex trading..
    INFORMATION:

    Dark cloud candlestick pattern ik strong pattern hai jis ma just bearish opportunity ko he avail kia jata hai lkn is ma management bhi achi leni hoti hai. Aor helping tools ko use karna bhi zaroori hai aur dark cloud cover candlestick pattern aik perfect bearish pattern hai jis ma aapko market ky bullish trend ki bearish turning ky bary ma confirmation milti hai is ma jab bhe aik bullish candle ky bad aik black ya red bearish candle jo bullish candle ki upper side sy start hoti hai but close us candle ky lower side pe hoti hai aor next aik spinning candle banti hai wo bhi bearish hi hoti hain.

    Click image for larger version

Name:	images.jpg
Views:	3
Size:	3.9 کلوبائٹ
ID:	12576068


    Dark Cloud Candlesticks Pattern:


    Dark cloud cover candlestick pattern two days candlestick par shamil aik bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k high peak area ya bullish trend main banta hai. Pattern ki khas baat ye hai k ye pattern dekhne bullish thrusting line candlestick pattern ki tarah bullish aur bearish candles se mel kar bana hai, lekin bajaye trend continuation k ye pattern trend reversal ko ziada tarjeeh deta hai, jiss se prices same sabeqa trend ko hi follow karna shoro karti hai. Pattern ki pehli candle aik strong aur long real body main white ya green candle hoti hai, jab k dosri candle real body wali black candle hoti hai, lekin yeh candle aik to bearish hoti hai, dosri ye candle white candle se above gap main open hoti hai.



    Click image for larger version

Name:	DarkCloudCover.png
Views:	5
Size:	9.7 کلوبائٹ
ID:	12576069

    Trading With Dark Cloud Candlesticks Pattern:


    Dark cloud candle stick pattern ke sath trading karna bahut hi aasan hai kyunki Jab hamen fast confirmation mil jaati hai aur Jaise hi market ke chart per ek bulish candle ke bad dusri candle beerus banti hai aur vah kuchh Is Tarah se banti hai ki gap ke sath open hoti hai aur pahli candle ko cover Kar jaati Hai to use time hamen maarpeet mein signal mil jata Hai aur use time ham market mein koi bhi entry le sakte hain kyunki Jo second candle Hoti Hai vahi hamen confirm karti hai ki aap market mein dark cloud candlestick pattern ban chuka hai aur ab ham market mein trade kar sakte hain Is Tarah se ham market mein entry lekar successful aur profitable trading kar sakte hain.
    Click image for larger version

Name:	index.png
Views:	81
Size:	3.5 کلوبائٹ
ID:	12576070

اب آن لائن

Working...
X