Average True Range Indicator kya hai is ky sath kesy Trading kren
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Average True Range Indicator kya hai is ky sath kesy Trading kren
    ATR Indicator

    Average true range indicator Forex trading market mein hamen price volatility ke bare mein information deta hai hi basa Kali ya ek commodity trading indicator hai but currently all securities ke upar use ho sakta hai all type of currencies ke upar bhi isko use kar sakte hain. ATR indicator hamen market mein main 14 period simple moving average use karte hue trading market ke a current lo less than current hai price ke bare mein information deta hai

    Detail Information

    Average true range indicator market mein price volatility ke bare mein information deta hai aur hamen market ka trend bhi isase maloom ho sakta hai hai market mein high volatility low volatility and neutral situation ke bare mein agar maloom karna ho to yah indicator vyast hai iske liye hamen iski jo information milati hai vah dots ban jaate hain candlestick ki lower side per aur upper side per jisse hamen maloom hota hai ki market ki current volatility lower side per jayegi ya higher side per jayegi is ko use karne ka method bahut simple and easy hai hai isko new trading members bhi use kar sakte hain aur yah ek perfect but not standalone trading indicator hai.

    Average True Range Indicator Trading Strategies

    Average true range indicator easy method hai ki jab market mein main candlestick chart pattern per dots upper side per bante hain to aapko seling opportunity leni hoti hai aur jab dots lower side per bante hain to aapko police trading opportunity leni hoti hai is se hamen market ke clear price volatility milati hai commodity trading pair per aap is so confident ke sath use kar sakte hain iske alava aap all type of securities currency prices aur future energies metal gold and cryptocurrencies per bhi isko use kar sakte ho but aapko bhi carefully risk or manage karte hue aur trading market mein main dependent to the technical analysis and also you have to find out fundamental guidance then use this average true range indicator. Conclusion of this average true range indicator type of currencies pay use kar sakte ho major currencies minor currencies exotic currenciespy bhi trading ho sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	1547996576.png
Views:	2
Size:	67.2 کلوبائٹ
ID:	12576031

    Traders agar ap sab ak kamyab trader banna chata ha to ap ko trading ka bara ma kar patter, indecator sab ka bara ma janna zaroori ha agar ap sai sa forex ko ni samj saka to ap is market ma kamyab ni ho sako ga. Is liya ag ap profit gain kar na chata ha to ap ko har topic ka bara ma pata hona zaroori ha aj ma ap ka sath ak forex sa related topick share karo ga jis ko samaj ka ap ak acha profit hasil kar saka ga. Aj ka jo topic ma ap ko batao ga os ka name ha average true range indicator ATR.

    Average True Range Indicator Trading Tips

    Dosto average true range indicator ak technical indecator hota ha jes ko introduced karaya tha J. Welles wilder na apni book ma is indecator ka kam hota ha market ke volatility ko find kar ya indicator volatility ko measured karta ha. Is true range indicator ko hum high less or current low par lata ha. Jo value hote ha high less ke wo previous close par depend ho rahe hote ha or jo current low hota ha wo previous ka low par hota ha. Ya average true range moving average ko find karta ha or is indecator ko 14 days use kar ka find kiya jata ha.

    Formula Explanation

    TR=Max[(H − L),Abs(H − C P ),Abs(L − C P )]

    ATR=( n1 ) (i=1)∑(n) TR i

    where: TR i =A particular true range
    n=The time period employed

    Ya average true range ak indecator ha or is ko use kiya jata ha for stocks and index ka liya. Jab market ma stock high par ho ga to is ma volatility jo average true range ke ho ge wo bhi high par ho ge or jab stock low par ho ga to volatility jo average true range ke ho ge wo bhi less par ho ge. Ya average true range market ko technical analysis kar ta ha or traders ko batat ha ka market ma kab trade lane ha or kab market sa exit hona ha. Ya ak use ful indecator ha forex ma market ko samajna ka liya. Is par ap long term kam kar sakta ha is ma ap ko 14 days lag jata ha.

    IMPORTANT POINTS FOR AVERAGE TRUE RANGE

    1: Average true range ak volatility indecator ha jes ko use kar ka hum market ko technical analysis kar sakta ha.
    2: Ya average true range indicator 14 days ke simple moving average sa banta ha.
    3: Is average true range indicator ko banaya gaya tha market ka commodities ka liya par ab ya use hota ha trha ke security ka liya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Average True Range Indicator kya hai is ky sath kesy Trading kren

    seekhna laazmi hai

    kisi bhi cheez ko pesha warana tor par shuru karne ke liye seekhna zaroori qadam hai. seekhna hi woh rasta hai jo hamein aakhir-kaar kamyabi ki taraf le ja sakta hai, aur hum is market mein maqool maali munafe kama satke hain. bohat se tareeqay hain jin se hum forex trading ke fawaid aur nuqsanaat ko seekh satke hain aur geherai se samajh satke hain. shuru karne se pehlay hamein sirf forex ke baray mein seekhnay mein apna waqt sirf karna hai. naye tajir jo trading ke fawaid aur nuqsanaat ke baray mein seekhnay se guraiz karte hain aur trading shuru karne se pehlay mashq karte hain inhen nuqsanaat ka saamna karna parta hai. jab hamaray paas market ki noiyat ke baray mein kaafi seekhnay aur samajh anay ke baad tijarat karna aik aasaan kaam ban jata hai. aala darjay ki tijarti mhartin sakht mehnat aur tafseeli seekhnay ke baad aati hain .
    barray version ke liye tasweer par click karen .







    forex market aik purkashish karobari ilaqa hai jahan hum mukhtasir muddat mein choti sarmaya kaari ke sath fori munafe kama satke hain. tijarat ka inhisaar kisi fard ke maliyati ilm aur aalmi iqtisadi rujhanaat ke baray mein maloomat par hota hai. maali tor par taleem Yafta tajir aik kamyabi ki kahani ho satke hain agar un ke paas jadeed tijarti mhartin hon. paisa kamaana har nozaida ka bunyadi maqsad hai, lekin forex market mein kamyabi ke liye bohat ziyada mehnat aur lagan ki zaroorat hoti hai. hamein aisi tijarti salahiyaton ko tayyar karne ki koshish karni chahiye jo hamein aakhir mein paisa kamanay mein le ja saken. is bazaar mein pesha war tajir ban'nay ka mahswara diya jata hai .
    y choti si naseehat, agar aap usay forex mein bananay ki khwahish rakhtay hain, to yeh hai ke apne juye ko kam rakhen aur mukhtalif taknikiyon ke darmiyan khole jane walay har tabadlay ke liye apne asason ka 1 % zahir karen. majmoi tor par, apne faiday ko aik din ke liye apne asason ka sirf 1 % honay par tawajah markooz karne ki ijazat den aur dosray behtareen tabadlay ke tareeqon se aap khush qismati ko izafi waqt den ge .
    shuru karne ke liye, aap ko kuch cheezon ke baray mein janna chahiye. tijarat aik khasaray ki sorat e haal hai. is ka sahih maeno mein iradah hai ke har faateh ke liye, aik wash out hai. afraad ki aksariyat is bunyaad par haar jati hai ke ya to woh shuru mein khush qismat thay, ya un ke paas munasib maloomat nahi hain. yeh sanat chalon aur mansoobon se bhari hui hai .



    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Average True Range Indicator kya hai is ky sath kesy Trading kren

      Average True Range Technical Analysis Indicator ka tauraf
      Average True Range Indicator aik technical tool hy jo technical analysis main helpful hota hy .Is Indicator ky istimal sy ham suppoert and resistance ki maloomat ly sakty hain .Forex trading ma indicator or pattern ki base par market ma enter hony sy trader aksar fake signals ma pans jaty hain. Jo trader price action ki help sy apni trading ko carry karty hain or apny experience ki base par trade karty hain wo hamesa kamyab ho jaty hain. Indicator or pattern ko blindly follow karny sy trader ko wo kamyabi hasil ni hoti jo usko experience k base par trade karny sy hasil hoti hai. But trader ko price action strategy ka acha experience tb he hota hai
      Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	14
Size:	39.7 کلوبائٹ
ID:	12435770
      Average True Range Indicator ki explaination
      Average true range indicator easy method hai ki jab market mein main candlestick chart pattern per dots upper side per bante hainTrend indicator se ham market ke trend ko search karte hain ki market uptrend mein movement kah rahi hai yah downtrend mein movement kar rahi hai yah market mein sideway movement chal rahi hai Is Tarah se hamen market ke friend ke analyses bahut hi aasani ke sath ho jaate Hain. to aapko seling opportunity leni hoti hai aur jab dots lower side per bante hain to aapko police trading opportunity leni hoti hai is se hamen market ke clear price volatility milati hai commodity trading pair per aap is so confident ke sath use kar sakte hain iske alava aap all type of securities currency prices aur future energies metal gold and cryptocurrencies per bhi isko use kar sakte ho but aapko bhi carefully risk or manage karte
      Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	5
Size:	10.4 کلوبائٹ
ID:	12435771
      Average Tru Range Indicator ka trading main istimal
      Average True range Ek simple but bahot Maqbool indicator Hai Jaise market Ki Volittlty yani Utar chadhao ki Nishan Dahi karne ke liye design Kiya Gaya Hai average True range indicator ko j.wells welder 1978 apni book new concept in technical trading system Main iski tafseel Bayan Ki Hai zyada tar dusre indicators ke Bara aks indicator trade ko entry point provide Nahin karte hain average True range ko market ke volittlty yani utaar chadhav ke liye design Kiya Gaya Hai traders ke liye trading ke dauran volittlty level ko jana Shayad sabse zyada mohfeed hai aur jab Baat aapki take profit aur Stop loss ke toyain karne

      اب آن لائن

      Working...
      X