Relative Strength Index Indicator vs Commodity Channel Index Indicator discussion
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Relative Strength Index Indicator vs Commodity Channel Index Indicator discussion
    Oscillators Introduction

    Asalam.o.alikum bhaio Relative strength index or commodity channel index mein kafi same dikhai dete Hain aur inke results bhi sem hi kyon ke yah dono hi oscillator indicator Hain aur ine indicators ko ham market ke a over by aur oversold ke liye use karte hain aur ine indicator se Ham market ki a divergence ko bhi check kar sakte hain yah donon indicator hi hamari trading ke liye helpful hote Hain aur yah trading mein hamen kafi achcha response dete Hain isliye hamen in indicators ko jarur use karna chahie.

    Relationship between RSI and CCI

    Indicators hamare liye helpful jarur hai lekin kisi bhi indicator per completely dependent nahi hona chahiye kyunki koi bhi indicator hamen perfect result nahin deta hai isliye Ham kisi bhi indicator per completely depend nahin kar sakte hain agar Ham kisi indicator per completely depend karenge to fir hamari trading kabhi beneficial nai ho gi.

    Click image for larger version

Name:	CCI_div602x345.png
Views:	6
Size:	38.7 کلوبائٹ
ID:	12575961

    RSI Indicator Basic Details

    Relative strength index indicator ek oscillator indicator hai hai aur jyadatar ham isko market ke overbought aur oversold ke liye ye kamaal karte Hain istemal karte Hain aam Tor par iski reading 30 se 70 Tak hoti hai hai aur job market 30 se niche jaati hai to Ham isko oversold count karte Hain aur jab market 70 se upar jaati hai to Ham market ko overbought count karte Hain is tarah se Ham market ki reading lete Hain.yah indicator hamari trading mein helpful hota hai lekin g indicator zigzag trading mein hamare liye profitable hai lekin jab market ek Big Trend ke sath movement karti hai to tab yah indicator hamen good result nahin deta hai isliye is indicator ko use karte hue hamen acchi tarike se iske related knowledge hona chahiye.

    Click image for larger version

Name:	How_to_Trade_Commodity_Channel_Index_in_Forex_body_pict0000.png
Views:	4
Size:	101.5 کلوبائٹ
ID:	12575960

    CCI Commodity Channel Index Indicator Working Strategy

    Commodity channel index bhi ek oscillator indicator hai hai aur yah bhi market mein working karne ke liye hamare liye helpful hota hai hai ham iski mid-range hundred value ko dekhte hue market mein signal lete Hain agar market mein main is indicator ki value hundred se upar jati hai to hamen bullish trade ke signal milte Hain aur agar market mein iski value handred se niche aati hai to hamen bearish trade ka signal milta hai aur is tarah se yahi indicator hamare liye market mein working karta hai aur hamen good signal provide karta hai iske related bhi hamara knowledge good hona chahie.

    Click image for larger version

Name:	RSI2_Diverg602x345.png
Views:	11
Size:	37.6 کلوبائٹ
ID:	12575962

    Difference between RSI and CCI

    relative strength index for commodity channel index mein kafi difference hai aur in ki apni apni value or reading hoti hai isliye hamen chahie ke Ham inmein se ek indicator ko use Karen kyunki jab Ham ek se jyada indicator ko use karte hain to fir hamen kabhi bhi correct result nahin milte Hain isliye hamen ek Hindi kata ko use karna chahie Taki Ham theek tarike se results Le sake aur ham market mein sahi decision Le sake agar ham hi se jyada indicator use karenge to Ham market mein theek tarike se decision nahin Le payenge.

اب آن لائن

Working...
X