Forex me lalach na krn.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1306 Collapse

    G han app ne sahi kaha ha hmen is business me lalach se kam nahi karna chahe hmen chahe k hm is business me sbr se kam kareen kyun k agr hm is business me sbr se kam karty hain tu hm loss se bach sakty hain isi liye hmen sbr se kam karna nahi chahe
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1307 Collapse

      g han forex trading mien apko kabhi bhi lalach nahi karni chahiye is mein ap hamesha tareeqe se trading karen aur is business mein ap bina panic hue trading karen.
      • #1308 Collapse

        Forex trading greedless business samjh kar hi karna chahye.Agar tu hum is business me greed ko involve karen gay tu ye ap ko destroy kar day ga.Traders ko greed say aovid karna chahye.Jo future me bhi kam aay ga.
         
        • #1309 Collapse

          G bilkul thake kha hy apna forex mai traders ko chahye hy k ap is mai kabI lalach mat karain kun ke lalach apkI account ko taba ker daga or apko bohat zaida ho jae ga
          • #1310 Collapse

            lalach krne waly kabhi bhi success nah hon gy ye aik real kamahai i sko bahut ziyada mehnt sy kia jai gaye aik acha kamahai is ko kahin bhi kia jakst ahai ye aik acha kamahai is ko bahut ziyada mehnt sy kia jai ga
             
            • #1311 Collapse

              Yes dear forex trading start krny ky leay humen planning aor startegy use krni chye humen daily weekly base py apny goal aor target define krny chye agr hum aisa kren gy to loss ky chances kam ho jain gy aor lalich bhi nhi kren gy schedule trading bht zarori hai acha comeback krny ky leay.
              • #1312 Collapse

                hum is main greedy ho kar agr kam karty hain to humain market main achi earning nai ho skati hay hp sakta hay kay humain market main loss ho jye humain learning kar kay kam karna hoga
                • #1313 Collapse

                  G bhaig apki bat bilkul thake hy traders ko chahye hy k wo lalach bilkul na kairin kici na kiya khub kha hy k lalach insan ko taba ker daiti hy or is mai apko lalach sai bachna hy
                  • #1314 Collapse

                    ji bilkul sahi kaha hy app ny forex mein humein kabhi bhi lalach nhi krni cahyein jabhi hum yahan par ek axhey aur kamiyab trader ban paye gy lehaza mehnat kartey rahey yahan par aur ek axhey trader ban jaye yahan par jabhi humein zaida profit earn ho ga
                    • #1315 Collapse

                      ap ki bat say itefaq kerta hun ju trader hud say zyada profit earn kerny k charun man hoty hain wu earning nae ker paty loss ker daity hain ic liye her trader ku ye suggestion hai k greed ku avaid kerain.
                      • #1316 Collapse

                        har trader kuc na kuch hadd tak lalachi hota hai q k nature hai mgr lalchi hona bht bara loss ka moojab ban skta hai isliay ghiar zaroori lalach se parhaiz karain
                        • #1317 Collapse

                          Hamain is main is forex main learn kar k kam karna ho ga aur is main hamain greed ko avoid kar k kam karna ho ga ta k hamain is main achy say learn kar k kam karna ho ga
                          • #1318 Collapse

                            agr hum is main greed or cupitdity karty hain to humain trade main kafi risk ho sakta hay humain loss ho sakta hay humain pracctice kar kay hard work kar kay kam karna ho ga
                            • #1319 Collapse

                              G g ap thek kah rahy hain is main hamain ls main kam karna hai to hamain is main lalach ko avoid kar k kam karna ho ga ta k hum earn kar saky aur hamain is main loss kam ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1320 Collapse

                                Dear g han bilkul mein ap say agree karta hun k agar ham forex trading mein successful trader ban'na chahty hain to hamien lalach nahi karni chahiye kyun k lalach ki waja say ham apny profit ko bhi loss mein convert kar dety hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X