What is support level in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is support level in trading
    AOA
    INTRODUCTION
    Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge jahan Rahen kuchh Nahin aur mahfuj Rahe aaj jis topic per Ham discuss karenge vah Hai support level ine trading is topic ko Ham deeply understand karne ki koshish karenge ki support level kaise banta hai aur is per trading kaise kar sakte hain aur strategy kya use Karen ki Ham jyada se jyada profit trading market se hasil kar saken isko understand karne ki koshish karenge

    DEFINITION OF SUPPORT LEVEL
    Support level kya hota hai kahan per banta Hai sab kuchh aapko detail ke sath batane ki koshish karta hun sabse pahle baat karte hain support level ki support level asal mein ek candistick pattern hai jo ki lower price se banta Hai matlab jab price downward Chali jaaye ya registence level ke opposite hota hai jo ki line se niche banta hai ismein price hamesha downword jaati Hai FIR upword aati Hai ismein candle 2type ke hote hain bearish candle aur bullish candle hote hai is sport level per price aakar ruk jaati Hain aur FIR upword ki taraf move karti hai isko Ham support level kahate Hain
    Click image for larger version

Name:	Support-Level-1.jpg
Views:	1
Size:	15.3 کلوبائٹ
ID:	12574608
    WHAT IS PIVOT POINT

    Pivot is point ko kahate Hain Jo resistance aur support level ko equal divide karta hai na kam na jyada isko pivot kahate Hain

    BREAK OUT OF SUPPORT LEVEL

    Support break out as a point hota hai jismein price support level ko cross Kar jaati Hai aur FIR price Kafi time tak niche jaati Hai niche jakar ek new support aur resistance level banati hai jis ko Ham new support aur resistance level ke naam se jante Hain ab jab tak price resistance level ko cross Karke resistance break out nahin karti to tab tak yah niche wala resistance aur support level mojod rahega
    Click image for larger version

Name:	grade13-continuation-breakout-after (1).png
Views:	11
Size:	8.1 کلوبائٹ
ID:	12574609
    TRADING WITH SUPPORT LEVEL
    Support level ki taraf support level ek aisa level Hai jismein Ham hamesha sell ka signal apply karte hain aur vah bhi is time jab start mein price ko cross Karke downward a rahi ho tab sell ka signal apply kiya jata hai aur stop loss use karna hoga lekin kuchh member risk ki vajah se stop loss ka use Nahin karte isliye ke account wash ho jaate Hain matlab unki puri mehnat khatm ho jaati Hai vah dobara se FIR Apne account balance ko banate hain aur bahut sara loss kar baithte Hain stoploss apni hr trade mein use Karen
    Click image for larger version

Name:	How-to-Trade-with-Support-and-Resistance-Levels-.png
Views:	15
Size:	302.8 کلوبائٹ
ID:	12574610

اب آن لائن

Working...
X