What is confirmation?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is confirmation?
    What is confirmation?

    Assalamu Alaikum dear forex friends jab aap forex trading business Mein kaam karte hain to agar aap apna kam acche tarike se karte hain aur kisi bhi pattern ko Jab aap acche tarike se find karne ke bad uski confirmation ke bad market Mein entry lete hain to aapko uske acche available benefits ho sakte hain isliye aaj ham Apne post mein baat karenge confirmation ke bare mein ke kisi bhi pattern to complete perfecting by uski confirmation kya importance hoti hai.

    Confirmation:

    Dear forex friends forex trading mein Jab aap market mein entry Hain to iske liye aapko confirmation ki zarurat hoti hai confirmation ek aisi information hoti hai jismein aapko market mein ek trend ki information ml rahi hoti hai aur usmein aapko yah confirmation hota hai ki market mein ab kaunsa trend start hone wala hai or Jab aap market mein confirmation hasil karne ke bad trade lagaty Hain to aisi condition mein aapko jyada se jyada profit hasil karne ke chance available ho Rahe hote hain isliye aapko confirmation ke bad hi market mein entry Lyni cheye.

    Click image for larger version

Name:	download (4).png
Views:	1
Size:	10.3 کلوبائٹ
ID:	12574444Resistance Level Confirmation:

    Dear forex friends forex trading market mein resistance level to confirm hasil karte hain to iske liye bhi aapko kuchh important points ko find out karna hota hai jo aapko yah confirm kar rahe hote hain ki market ka trend ab change hone wala hai aur market downside per a Sakti hai to sabse pahle aapko yah dekhna hota hai ki jab bhi market mein koi aisa pattern banta hai jo aapko yah show kar raha hai ki market mein ab down jaane ki chance ban rahe hain to iske liye aapko kuchh conformation kara hota hai Jab bhi main market resistance on hoti hai aur koi aisi Candlestick aapko information provide card hai jo aapko yah indicate card hai ki market mein ab trend change hone laga hai to aisi situation mein aapko bi cautious hokar market mein entry lyni hoti hai aur ismein aapko confirmation mil jaati hai . Kyunki resistance level na agar aapko acchi confirmation milati hai use waqt aap market Mein entry lekar achcha profit Le sakte hain.

    Support Level Confirmation:

    Dear forex friends forex trading mein Jab aap market mein acha profit hasil karna chahty hain to iskley apni learning ko complete karni hote hai aur jab aap confirmation hasil kar rahe hote hain support level za bhi aapko various important factors base ki za confirmation mil sakti hai support level behind Jab aap market mein entry hasil karte hain to ismein bhi aapko yah confirmation mil rahi hoti hai ki market ka trend aap change hone laga hai jab aapko market mein red candles ke bad kuchh aisa candle pattern milta hai jismein aapko yah confirmation hota hai ki market ka trend aap change hone laga hai aur iske sath aapko yah bhi information hoti hai ki market ek main support level for yah trend banaa Rahi hai to aisi situation mein aapko hamesha candle confirmation tax basis ki for entry Lena hoti hai aur usmein apne profit ko increase kar sakte hain..

    Conclusion:

    Dear forex friends forex trading business mein profit usi surat mein hasil kar sakte hain jab aap Kisi bhi pattern ko follow karne ki koshish karte Hain to usse pahle use pattern ki complete hone ki confirmation hasil karna aapke liye boht important hota hai kyunki pattern agar complete na hua ho to surat mein aapka liya jaane wala entry point aapko loss ki taraf lekar ja sakta hai isiliye koi bhi pattern jab start hota hai usmein aapko usi waqt apni entry leni chahie jab aapko pattern ke complete complete hone ke bad confirmation mil jaati hai aap use waqt market Mein acchi entry lete hain to market ko achcha profit de sakti hai.

اب آن لائن

Working...
X