Dear friends, forex ma trading kay liay candlesticks hamain market ki rising aur falling positions ki informations daiti hain, mukhtalif patterns jo candles sa mil kar bantay hain unki help sa bhi hmain uptrend aur downtrend ka pata chalta rehta ha, is k ilawa kuch patterns reversal ka aur kuch continuation ka signal daitay hain, is tarah kay patterns ma sa aik rising three aur falling three pattern ha
Details of rising three methods candlestick pattern:
Rising three method aik aisa continuation pattern hai jo bullish trend main form hota hai. Ye pattern five candles par mabni hota hay, is main first aur last candle bullish aur long banti ha, pattern ki second say fourth candles bearish hoti hai aur yeh market ki corrective movement ko show karti hay, pattern uptrend ma appear hota ha, is pattern ma candles ki tadad kafi mukhtalif ho sakti ha lakin minimum five candles hon to pattern banta ha, pattern kay start aur end ki candles bullish hoti hain jis sa bulls kay control ka pata chalta ha aur bears ki strength km rehti ha
Details of falling three candlestick pattern:
ye pattern bearish continuation pattern ha jo downtrend ma appear hota ha, pattern ma candles ki tadad different ho sakti ha lakin confirm honay k liay minimum five candles lazmi hoti hain, Falling three method bearish trend continuation pattern hota hai aur ye bearish trend ma develop hota hai. Ye candlestick pattern candles par mabni hota ha, is pattern ma first aur last candle bearish hoti hai aur ye prevailing trend ma same direction ma show hota ha, pattern ki pehli candle large bearish hoti ha us k baad ki three consective candles bullish hoti hain jin ki body first candle ki open aur close range kay andar hi bnti hain, pattern ki last ya fifth candle large bearish hoti ha jo bearish moment ko continue kar kay new low point banati ha,
Trading techniques using this pattern:
Rising three method ki bat ki jaye ya falling three methods ki trader ko respectively buy or sell ki trade ko tab open karna chaiay jab ye pattern complete ho jay matlab trader ko last fifth candle kay end point par trade ko open karna chaiay, Ye pattern tab hi valid ho ga jab last candle close ho jaye gi, agr price first candle k below move kar jaye to phr ye pattern invalid samjha jae ga, lihaza trader ko fifth candle k low point par stop loss ko set karna chaiay,