Discussion On Currency Correlation.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion On Currency Correlation.
    Assalamu Alaikum dear friend Umeed hai kya aap sab theek Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap is market Mein Apni kab working ko complete karna chahte hain to aapko different factors per study karna hoti hai aur Market ko acche tarike se Samajh Kar trading karna hoti hai agar aap aasani se understand kar lete hain to aap market Mein Apne analysis ko Jyada Se Jyada successful banaa sakte hain analysis per different important advantages available Hote Hain agar aap hard work karna chahte hain to aapko market Mein proper learning aur experience ke sath kam karna hoga tab hi aap is market Mein profitable trading kar sakte hain aaj aap se bahut hi perfect information share karungi Jo trading ko Achcha result de sakti hai to Mera topic Hai currency correlation kya hai.

    Currency Correlation:

    Dear friend forex trading market Main Jaab ap kaam Kartye Hain To us main Har cheez Kesi Na Kisi had Tak Ek dusry sye relation rakhti Hai Jaab Hamain Us ky direction or us ki strongest Ka Pata Laag Jaaye ki ik kis had Taak strong Hai To yeh Hamain bahot advantages dy sakti hai yeh Hamari liye ik acchi trading tools bi ban sakti hai Asal Baat yeh hai ki ik trader Kabi Bi Ek currency pairs par zydha trade nahin kaar sakta yeh Bat Hamary liye bahot benefit sabit ho sakti hai Jaab Hamain yeh Pata Chaly ga k currency par apas main kes Tarah Chalty Hain is liye Hamain correlation analysis karty hain or lesan ka hisab pricings data ky zarie sy hota hai or yeah number different currency joron Ky Darmiyan relation ka andaza Laganye Main madad kaar sakti hai correlation number keisi trader ky liye bahot helpful sabit ho sakti hain or eski analysis easy banaa sakty hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-12-11T125722.604.jpeg
Views:	1
Size:	45.4 کلوبائٹ
ID:	12574366

    Positive Correlation In Forex:

    Dear friend agar ap market Main kaam Kartye Hain To Agar do currency joron ky ik or lesan apas Main ik Ya ik sye Kareeb Hai To yeh positive correlation Hoga ik or relation hony ka maksad hai ki yeah donon jory apas main Hundred Percent corrlated Hai ik currency pairs ky up jaany sy dusrye bi lazmi up Jaega ik corelation hone ka ideal baat hai real Main Aisa Mumkin Nahi Hai and NZD USD or AUD USD apas Main positive Hai Jaab k USDCAD or USDCHF apas Main positive correlated hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-12-11T125652.892.png
Views:	7
Size:	48.8 کلوبائٹ
ID:	12574367

    Negative Correlation In Forex:

    Dear friend forex market Main Jaab Hum kaam Karty Hain To usmain correlation ratio 2 currency joron Ky Darmiyan 1 ya 1 ky kareeb ho to yeh negative correlations ban jata hai negative correlation Main Bi ik payers ka correlation mukmmal ik Nahin Hota Kun ki yeh Ek ideal number hai Jis ka matlab hai hundred percent corraletion hona GBP USD Or EUR GBP ka strong negative correlation hai.

    Currency Pairs And Commodities Correlation in Forex:

    Dear friend forex market Main Jaab Hum kaam kaar rahy hoty hain to us main currency pair to bahot zyada apas Main positive ya negative correlated hoty hain but financial market maein currency ka commodities ky sath bi positive or negative correlation ka relationship hota hai for example Agar gold ki market uper Jati Hai to AUDUSD ki currency joron ke price bi up Jaany start hoty hain or Australian dollars ka Gold ky sath strong positive hai but Usky bad Aksar America dollars ki value Main Kami vagaira Hoti Hai yani gold ke sath negative correlation Hai ISI Tarah Agar crude oil ki price up Jati Hai to eurousd currency pairs down Jana start karty hain Kun ki crude oil k Sath positive relation hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-12-11T125709.248.jpeg
Views:	8
Size:	47.7 کلوبائٹ
ID:	12574368

اب آن لائن

Working...
X