Discuss types of divergence.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discuss types of divergence.
    Asalamualikum dear members hope you all are fine and doing well on forex trading.dear members aaj hm apni post mein divergence k bary mein baat krein gy.


    What is divergence :

    Divergence ko understand krna most important factor hota hy. Jb ap ko indicator k chart mein price ke basis pr milny wali guidelines mein changes milti hy to es ko ap divergence khty hain. Divergence ko further explain krny k liye ap es ko bullish divergence or bearish divergence mein convert kr sakhty hain.

    Click image for larger version

Name:	tOhRxmpZaG.png
Views:	1
Size:	44.1 کلوبائٹ
ID:	12574211

    Types of divergence :

    agr ap divergence ki classification krty hain, to es mein ap ko 2 types mein classified krna hota hy, jo kay bearish divergence or bullish divergence hota hy.


    Bullish divergence :

    Bullish Divergence ko samjna bahot he asan hota hy. Jab Market mein prices increase ho rahe hoti hain or different types ke waves bn rahe hoti hain or market mein eik down trend mein wave banti hy jo ap ko prices decline ke information deti hy. Liken es k against Indicator ap ko bullish trend mein prices indicate kr rha hota hy, us ko achi trha smjhna hota hy, to es situation ko bullish divergence kehty hain. isi situation mein ap ko buying entry lena hoti hy.

    Trading with bullish divergence :

    Ap ko divergence ke interpretation ka achi trha idea hona cheye. Agar ap bullish divergence ko find out kr lty hain to es situation mein ap ko hamesha market mein buying entry lena hoti hy kun k Indicator ap ko yeh show kr rha hota hy k ab market mein bullish trend expected hy or prices mein downtrend temporary hy.

    Click image for larger version

Name:	grade11-divergence-crossover-before.png
Views:	2
Size:	9.6 کلوبائٹ
ID:	12574212

    Bearish divergence :

    Jb ap divergence ke classification krty hain, to ap ko Bearish Divergence ky concept ko achi tarah samjna b bahut easy hy. Jb market mein prices upward movement kr rahi hoti hain or es mein Indicator ap ko downtrend show krta hy to es ko bearish divergence situation kehty hain. Is ka Matlab hota hy k ab bearish movement expected hy.

    Conclusion :

    Market mein ap ko hamesha successful trading krny k liye Indicator ko apply zarour krna cheye. Indicator ko achi trha understand kr k un ko apni trading activities pr apply krna important hota hy. es liye Indicator ko apply krny sy phly us ko properly study krna zarori hota hy. Kun k effective trading k liye isko samjna bahut zarori hota hy.agr hm proper learning Krty Hain to hmary liye indicator ko use krna easy ho Jata Hy.

اب آن لائن

Working...
X