Consolidation Candlestick Pattern A Best strategy Of Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Consolidation Candlestick Pattern A Best strategy Of Trading
    Introduction

    Dosto jahan tak bat ke jai forex main use hone wale candle stick patterns ke to ayse be shumar pattern hain magar aaj ke topic main hum jis pattern ke bare men discuss karne wale hain us ko consolidation candlestick pattern kaha jata hay to ayye is par tafseel ke sath bat karte hain



    What Is Consolidation Candle Stick Pattern

    jab market mein voter ID bilkul na hone ki barabar hoti hai aur use situation mein market ka drunk clear Nahin ho raha hota to situation ko consolidation ke naam se Jana jata hai forex market mein isliye isko Forex trading mein Kaun solidation kaha jata hay
    Click image for larger version

Name:	images (13).jpeg
Views:	1
Size:	29.1 کلوبائٹ
ID:	12574133


    Reason Of Consolidation

    jab bhi market mein consolidation Hoti hai to iski different important reason ho sakti hain ine different reasons ko find out karne aur inke complete study karna bahut jyada important hota hai is concept ko jab aap clear kar lete hain to aap acchi decision making process kar sakte hain jab market mein buyers and sailors pressure Nahin hota use time bhi yah situation ho sakti hay



    Some Important Factors

    jab aap Kisi chart mein consolidation ko find out karte hain to aapko clearli yah Idea mil raha hota hai ki yah hamesha Kisi strong ab friend ya down train moment ke bad dekhne ko milta hai. Aapko hamesha successful trading karne ke liye different important factors ko dekhna hota hai jab market mein ek strong sport level aur resistance level per movement khatm ho jaati hai aur market Kafi jyada time use point per spend karti hai to use time per market holidays rehta hay



    Trading Whit Consolidation Pattern

    jab market mein aise situation hoti hai to use time per aap Court karne se bilkul avoid karna chahie kyunki jab aap market mein situation mein enter ho jaate Hain to use condition mein bahut jyada problem ho jaati hai aur agar break out aapke against ho jata hai to aapko bahut problem ho sakti hain to to hamen soch samajhkar trading trading entry leni chahie tabhi ham ismein kamyabi hasil kar sakte hain
    Click image for larger version

Name:	images (14).jpeg
Views:	5
Size:	33.5 کلوبائٹ
ID:	12574134


    Note

    Dosto main taqrabin aapne jari karda post main aik nukte par new traders ke tawajo dilana chahta hon jis ke bina kamyab trading mumkin he nahe muktsar yah ke aik kamyab trader ko hamasha Risk Reward Ratio main Stop Loss Theory Par amal karna chahye
    Thank you for your attention

اب آن لائن

Working...
X