Swing and Position Trading main kia faraq hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Swing and Position Trading main kia faraq hy
    Swing Trading Strategy kia hoti hy
    Swing trading aik aisi strategy hoti hy jo short time main decision leny market ke trend ko bahut acchi tarah Se follow kar lene ke bad jab Koi member apni trading ko continue karte Hain to is tarah Se members ko trading karne mein koi bhi problem nahin aati aur is tarah Se members ki trading beneficial Ho jaati hai aur market ke trend ko acchi tarah Se maloom kar lene ke bad hiaur position trading Mein Fark Ka Pata Hona chahie aur yah tab Hoga Jab aap acchi learning Karenge learning ke bagair ye kaam Adhura Hai apko bonus improve karna chahie bonus ko improve karna bahut hi zaruri hai online business hain hum is Hai Hamen ismein indicator Ka istemal Karke kam karna hoga phir bhi Ham kam Karke profit Hasil kar sakte hain Ham ismein raat mein bhi kam kar sakte hain aur ham ismein Din Mein Bhi kam kar sakte hain Hamen market Mein analysis ka istemal karte hue kam karna hoga Agar Ham market Mein moving average indicator ka istemal Karte HainClick image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	6
Size:	12.1 کلوبائٹ
ID:	12573997
    Position Trading Strategy kia hoti hy
    Position trading strategy aik aisi strategy hy jo long term ki trading main use ki hy ,is startegy ko istimal kerny k liay sufficient amount of balance ka hona zaroori hy.long term trading hoti ha jo months tk jari reh sakti ha, position traders short terms price moments ko ignore kartay hain aur long term trends sa profit avail kartay hain, ye investing sa resemble karti ha jis ma apni amount ko invest kar ya certain position la k sitback ho jatay hain aur profit ka wait kartay hain, is ma traders ko fundamentals ka acha knowledge hona chaiay q k ye factors market ko analyse karnay ma aham kirdar ada kartay hain, position trading ma ap confident aur strong minded honay chaian q k is ma aik position aisi zarur ati ha jb apki trades against chali jati hain, is ma hmaray pass acha capital hona b zaruri ha ta k hm market ki moments k withstand ho sakain
    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	6
Size:	10.8 کلوبائٹ
ID:	12573998
    Position trading aur Swing trading main faraq
    Forex trading ma swing trader asy trader hain jo long term approach ko use karna pasand karty hain. Wo daily market sy profit hasil karny ki khosis ni karty wo wo ik trade ko long term tak ley kar chalty hain. Es long trade term trading ma trader apna stop loss aksar profit ma ley aty hain or es waja sy unka account secure ho jata hai. Swing trade kuch weeks sy ley kar kuch months par b mabni ho sakti hain. Swing trading strategy ki nisbat position trading es sy b zayada long term hoti hai or ye trade weeks or months sy ley kar years tak b chal sakti hain. Position trading ma swing trading sy b zayada long term approach ko use kiya jata hai.

اب آن لائن

Working...
X