Inverse Head and Shoulders Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Inverse Head and Shoulders Pattern
    Introduction:

    Aslamulikum umeed karta hu sub thek ho gaye jaisa k hum jante hain forex aik bhot he bara business hain jis main hum mehnat kar k agye bar sakta hain aur iss business main kamyab ho sakta hai humein iss main chahiye k zada sy zada learning kare apna knowledge and experience ko gain karne thk hum iss main agye bar sakiye aur iss business main mazeed acha profit bana sakiye mehnaat karna wala insan kabhi be iss business main nahkaam nhi hota humain zada sy zada knowledge and experinces ko learn karna chahiye thk hum iss business main agye bar sakiye aur mazeed apni traders ko profitable bana sakiye.


    Inverse Head and Shoulders Patterns:

    Yeh aik aisa pattern hain jis main hum dakhta hain market downtrend main move karti hain aik chart pattern banti hain hum iss ko samj sakta hain bari asaani sy image ki help sy



    Yeh down trend main bnta hain jaisa k hum picture main dakh sakta hain K market down trend main movement karta huwa necha atye hain uska bad iss main left shoulder banti hain phir up trend ko move karti hain phi aik neckline thk jati hain uska bad wapise again sy necha left shoulder ko breakout karta huwa necha ki side jati hain aur apna head banti hain uska bad again sy market apni old neckline k pas jati hain aur waha sy apna again sy first shoulder ki tera he right shoulder create karti hain lakin yeh shoulder head ki bottom ko break out nahi karta yeh us sy kafi uper jaa kar banta hain uska bad market again sy neckline ki teraf move karti hain aur uska bad market neckline ko retest karti hain jab market iss main dobara neck line ko retest karti hain toh hum yaha per iss point main enter ho sakta hain market main aur iss main agye bar sakta hain aik achi entry laa sakta hain hum iss main humain chaiye k hum iss main iss head and shoulder pattern ko acha sy samjye thk hum iss main achi achi entry laa sakiye aur apni traders ko mazeed profitable bana sakiye humain chaiye k hum iss main zaroor charts patterns ko readout karye tabhi hum market main trading kar sakta hai aur agyr bar sakta hain humain iss main price action k sub he method ko samjna chaiye joh humeri traders ko iss main more profitable bana sakta hain.

اب آن لائن

Working...
X