What is Gap and Go Strategy in Forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Gap and Go Strategy in Forex trading?
    Assalamu Alaikum dear Forex member I hope ke aap sab khairiyat se honge aur forex market mein successfully trading kar rahe honge kyunki yah Ek aisa business hota hai jismein aap ka knowledge aur experience bahut jyada aapki working ko effect karta hai agar aap acche knowledge aur experience ke sath kam karte Hain to aap jyada profit hasil kar sakti hain adar wise aapko loss ka samna ho sakta hai isiliye hamesha knowledge aur experience hasil karte rahana chahie.


    Gap and Go strategy:

    Dear Forex members for ex trading market mein market chart per jab weekend par closing Hoti hai tab gap and go strategy ka kam Shuru hota hai agar traders market chart per free market ko discuss karte hue trading start Karti Hain tab Kaisi situation ke sath trading Karne se achcha advantage hasil Kiya ja sakta hai jis se trader ke liye earning ky chances jyada hote hain aur unko jyada benefits mil sakte hain gap and go strategy se mostly day trader hi benefits hasil kar sakte hain kyunki market chart per traders apna Kam start karne ke liye entry lete hain tab yah chances hote Hain har morning ko free market mein appear hote Hain jinko follow karte hue traders acche advantages Le sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	gap-trading-strategies_body_Picture_1.png.full.png
Views:	8
Size:	17.5 کلوبائٹ
ID:	12573954

    Working with Gap and Go strategy:

    Dear forex members forex trading market mein jab aap gap and go strategy ke sath kaam arte hain to aapko isase achcha advantage hasil karne ke liye price chart per gap appear hona bahut jyada jaruri hota hai kyunki jab chart per gap appear hota hai tab Ham jabki starting se liya buy ki entry ko open karte hain jisse traders ka stop loss gap Kiya starting area ke niche 10 se 15 pips ka hota hai agar gap ke bad price ko relation ke liye gap ko recover karne ki koshish karti hai usi direction mein move karne ke chances hote hain isiliye jab market open Hoti hai to gap ke bad agar kuchh der intezar kiya jaaye to aapko acchi entry mil sakti hai aur iske mutabik kam karte hue aap market se achcha profit hasil kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	word-image-169.png
Views:	2
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12573955

    Advantages of Gap and Go

    Dear Forex trading market mein gap and go strateg mein aapko yah advantages mil sakte hain.
    Gap and go strategy mein long aur short term donon entries aapko mil sakti hain.
    Is strategy ke mutabik kam karte hue aapko free configured scan able hote Hain.
    Is strategy ka sabse bada aur men benefit yah hota hai ki isko samajhna har trader ke liye bahut aasan hota hai chahe vah senior ho yaa junior.
    Gap and go strategy se aapke liye achcha profit hasil karna possible hota hai.
    Isiliye aapko chahie ki aap Jab bhi gap and go strategy ke mutabik kam karna Shuru Karen to sabse pahle aapko gap ko find out karna hai aur iske bad next candle ka vate Karna jaruri hota hai kyunki agar aap vate karte hain to aapko market Mein acchi entries available ho sakti hain.


    Trading with Gap and Go:

    Dear friends forex market mein jab aap price chart ko open karte Hain to vahan per aap ko gap Nazar aata hai hai yah pichhle din wali candle ky close karne ke bad banta hai kyunki next de jab market dobara open Hoti hai to use waqt chart per gap aapko najar Aaye to aap apni nai entry Lete Hain isliye sel ki entry bhi li ja sakti hai aur buy ki bhi our market opening main agr next candle Jo start mein banti hai usi gap ko Engulf kar le to jyada yah baat Joky important hoti hai ki Kisi taraf hi market ki movement Hogi aur agar intry Lene se pahle vate kar liya jaaye to market kis taraf movement karne ja rahi hai to yah aapke liye jyada behtar hota hai kyunki aksar aisa hota hai ki market ek dafa Apne moment gap ke bad start karti hai aur phir dobara wapas apni position per aati hai to is surat mein agar aap vate karte hain to aapko acchi entry available ho sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	forex-strategy.png
Views:	2
Size:	62.5 کلوبائٹ
ID:	12573956

    [

اب آن لائن

Working...
X